Video of "Dil Gane Laga Lahraane Laga (Male)" from YouTube
Dil Gane Laga Lahraane Laga (Male) Video Thumbnail
Advertisement
Dil Gane Laga Lahraane Laga (Male) - दिल गाने लगा लहराने लगा
Lyrics of Dil Gane Laga Lahraane Laga (Male) - दिल गाने लगा लहराने लगा
dil gane laga lahraane laga
dil gane laga lahraane laga
mujhe aai teri yaad, dil huaa bekraar
ab aaja tu jaanejaan ho ho ho
dil gane laga lahraane laga
dil gane laga lahraane laga
mujhe aai teri yaad, dil huaa bekraar
ab aaja tu jaanejaan ho ho ho
dil gane laga lahraane laga

maine ye jana hain, dil tera divana hain
jasie shamma ki lau pe, jalta ek parvana hain
maine ye jana hain, dil tera divana hain
jasie shamma ki lau pe, jalta ek parvana hain
mujhe aankho me chhupa le mujhe sine se laga le
ab aaja tu jaanejaan ho ho ho
dil gane laga lahraane laga
dil gane laga lahraane laga

chaahat ke phulo me, khushbu tumhari hain
hontho ko chum lu main, aaja bekraar hain
chaahat ke phulo me, khushbu tumhari hain
hontho ko chum lu main, aaja bekraar hain
chali aisi purvaai baji pyar ki shehnaai
ab aaja tu jaanejaan ho ho ho
dil gane laga lahraane laga
dil gane laga lahraane laga

khwabon ki basti me, yaadon ke mele hain
aa jana aa bhi jana, kabse ham akele hain
khwabon ki basti me, yaadon ke mele hain
aa jana aa bhi jana, kabse ham akele hain
mujhe kaahe ko sataye, hay raha nahi jaaye
ab aaja tu jaanejaan ho ho ho
dil gane laga lahraane laga
dil gane laga lahraane laga
mujhe aankho me chhupa le mujhe sine se laga le
ab aaja tu jaanejaan ho ho ho
dil gane laga lahraane laga ha ha ha
dil gane laga lahraane laga
lyrics of song Dil Gane Laga Lahraane Laga (Male)
Poetic Translation - Lyrics of Dil Gane Laga Lahraane Laga (Male) - दिल गाने लगा लहराने लगा
My heart sings now, it begins to sway,
My heart sings now, it begins to sway.
Your memory blooms, my heart’s in despair,
Come to me now, my love, oh, ho, ho.
My heart sings now, it begins to sway,
My heart sings now, it begins to sway.
Your memory blooms, my heart’s in despair,
Come to me now, my love, oh, ho, ho.
My heart sings now, it begins to sway.

I know this truth, my heart, a devotee,
Like a moth to the flame, eternally.
I know this truth, my heart, a devotee,
Like a moth to the flame, eternally.
Hide me within your eyes, hold me near your heart,
Come to me now, my love, oh, ho, ho.
My heart sings now, it begins to sway,
My heart sings now, it begins to sway.

In the flowers of longing, your fragrance resides,
Let me kiss your lips, the yearning presides.
In the flowers of longing, your fragrance resides,
Let me kiss your lips, the yearning presides.
The breeze whispers love, a wedding song’s call,
Come to me now, my love, oh, ho, ho.
My heart sings now, it begins to sway,
My heart sings now, it begins to sway.

In the city of dreams, memories convene,
Come, oh come to me, so long have we been,
In the city of dreams, memories convene,
Come, oh come to me, so long have we been,
Why torment me so, I can’t bear this, no,
Come to me now, my love, oh, ho, ho.
My heart sings now, it begins to sway,
My heart sings now, it begins to sway.
Hide me within your eyes, hold me near your heart,
Come to me now, my love, oh, ho, ho.
My heart sings now, it begins to sway, ha, ha, ha.
My heart sings now, it begins to sway.

Bechain (1993) - Movie Details
Film CastSidhant, Salaria, Malvika Tiwari, Raza Murad, Amjad Khan, Jagdeep, Shakti Kapoor, Dara Singh Randhawa, Naseem, Aparajita, Ghanshyam, Coca Cola, Seema, Asha Singh, Shradha SingerAbhijeet, Kumar Sanu, Sadhna Sargam, Vinod Rathod LyricistMaya Govind, Anwar Sagar Music ByDilip Sen Sameer Sen DirectorKawal Sharma ProducerSantosh Swarn External LinksBechain at IMDB       Movie at YTBechain at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement