Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dil Insaan Kaa Ek Taraazu Jo Insan Ko Tole - दिल इंसान का एक तराजू जो इन्साफ को तौले
dil insaan ka ek tarazu jo insaaf ko taule
apni jagah par pyaar hai kaym dharti ambar dole
sab se bada such ek jagat mein bhed anek jo khole
prem bina jiwan suna ye pagal premi bole
ki aaja teri yaad aayi
ki aaja teri yaad aayi
ki aaja teri yaad aayi
o baalam harjai
ki aaja teri yaad aayi
ki aaja teri yaad aayi
ki aaja teri yaad aayi
o baalam harjaai
ki aaja teri yaad aayi
zalim kitni der laga di
tumne aate aate
ab aaye ho ab na aate
to hum jaan se jaate
dil diwana diwani ko ham kaise samjhate
dete ram duhayi
ki aaja teri yaad aayi
fursat bhi hai mausam bhi hai
man hai rang raliyon mein
chhup gayi hai tu khushbu ban ke
shayad in kaliyon mein
maine tujhko kitna dhundha awara galiyon mein
yeh awaaz lagaayi
ki aaja teri yaad aayi
mast hawa me baat koi
aisee keh di kanon mein
jaise koi madiraa bhar de
khaalee paimanon mein
tadpa dala aaj machalte dil ke armano ne
rut ne li angadai
ki aaja teri yaad aayi
ki aaja teri yaad aayi
o baalam harjaai
ki aaja teri yaad aayi
ki aaja teri yaad aayi
Comments for lyrics of song "Dil Insaan Kaa Ek Taraazu Jo Insan Ko Tole"
aasandu on Wednesday, April 14, 2010 i really love this song dharmendra was looking very smart in this song and hema ji such a gorgious and beautiful
Ajay Sagar on Saturday, March 26, 2011 anand bakshi sahab ka koi comparison nahin aur na hi lata aur rafi ji
ka..
satishpribhdas on Saturday, August 07, 2010 prem bina jeevan suna !!!! WAH