Video of "Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar" from YouTube
Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar Video Thumbnail
Advertisement
Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar - दिल का फरेब जब कोई गुलनार
Lyrics of Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar - दिल का फरेब जब कोई गुलनार
dil ke saude me farishte bhi gunehgar bane
sej ke naam pe jinke liye manjar bane

dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi

jo jaan apne yar ko najrana likh gayi
jo jaan apne yar ko najrana likh gayi
aur khun se wafao ka afsana likh gayi
ulfat ki bazi jeet ke bhi haar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi

yu to ye us kaniz ka manjar hai jarur
hai dafan magar isme shahenshaho ka garur
muglo ka har garur ye diwar kha gayi
diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi
dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
lyrics of song Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar
Poetic Translation - Lyrics of Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar - दिल का फरेब जब कोई गुलनार
Angels, in the heart's trade, found sin,
For whom the bed became a painted scene.

When the heart's deception devoured a rose,
When the heart's deception devoured a rose,
Time's wall consumed that maiden's form,
Time's wall consumed that maiden's form,
When the heart's deception devoured a rose.

She who penned her soul a gift to her love,
She who penned her soul a gift to her love,
And wrote of fidelity in blood's deep dye,
Though winning love's game, she met defeat,
When the heart's deception devoured a rose,
When the heart's deception devoured a rose.

Though this is the vision of a slave, it's true,
Yet buried within, the emperors' pride grew.
This wall devoured the Mughals' every boast,
Devoured the wall,
When the heart's deception devoured a rose,
Time's wall consumed that maiden's form,
When the heart's deception devoured a rose.

Aashiana (1986) - Movie Details
Film CastMarc Zuber, Deepti Naval, Soni Razdan, Gulshan Grover SingerJagjit Singh, Mohammad Rafi, Ila Arun, Anand Kumar C LyricistNandi Khanna, Ila Arun, Madan Pal, Kulwant Jani Music ByChitra Singh, Jagjit Singh DirectorMahesh Bhatt ProducerUljeet Pal External LinksAashiana at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement