Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dil Ke Dhokhe Me Na Aana - दिल के धोखे में ना आना
dil ke dhokhe me na aana dil ki jhuthi jaat hai
aji dil ki jhuthi jaat hai
raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai
dil ki jhuthi jaat hai
aji dil ki jhuthi jaat hai
dil ke dhokhe me na aana dil ki jhuthi jaat hai
aji dil ki jhuthi jaat hai
raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai
dil ki jhuthi jaat hai
ek maje ki bat batau suno kaleja tham ke
aji suno kaleja tham ke
jin me kisi ka pyar nahi hai eo dil bhi kis kam ke
aji wo dil bhi kis kam ke
mano ya na mano lekin bade pate ki bat hai
dil ke dhokhe me na aana dil ki jhuthi jaat hai
aji dil ki jhuthi jaat hai
raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai
dil ki jhuthi jaat hai
pyar ki galiyo me dilwale khel na dil ka khelna
khel na dil ka khelna
khushiyo se muh mod ke ek din dard padega jhelana
dard padega jhelana
kadam kadam par is duniya me ashko ki barsat hai
dil ke dhokhe me na aana dil ki jhuthi jaat hai
aji dil ki jhuthi jaat hai
raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai
dil ki jhuthi jaat hai
dil ko jhutha kahane wali dil ka kahna maan le
aji dil ka kahna maan le
dil hi sona dil hi chandi dil ko daulat jaan le
aji dil ko daulat jaan le
na na na
sat ko ye chha kah de aur chha ko kah de sat hai
dil ke dhokhe me na aana dil ki jhuthi jaat hai
aji dil ki jhuthi jaat hai
raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai
dil ki jhuthi jaat hai
Comments for lyrics of song "Dil Ke Dhokhe Me Na Aana"
saz9297 on Sunday, May 23, 2010 yes female is suraiya. mr swami would have wrongly mentioned as shamshad
dansayang on Sunday, January 17, 2010 Thanks for uploading this song. I believe the female singer is Suraiya.
syed2247 on Friday, April 22, 2011 Very nice song. Thanks
apoorva bhatt on Monday, August 02, 2010 great upload