Video of "Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi" from YouTube
Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi Video Thumbnail
Advertisement
Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi - दिल खुश है आज उनसे मुलाक़ात हो गयी
Lyrics of Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi - दिल खुश है आज उनसे मुलाक़ात हो गयी
dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi
dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi
wo dur se hi baat hui baat ho gayi, baat ho gayi

unse hamara koi taaluk to ban gaya
unse hamara koi taaluk to ban gaya
bigde bhi ho to ager badi baat ho gayi, badi baat ho gayi

dhadkan badhi to saans ki khushbu bikhar gayi
dhadkan badhi to saans ki khushbu bikhar gayi
aachal uda to rang ki barsat ho gayi, barsat ho gayi

ji chahata hai man hi le ab khuda ko hum
ji chahata hai man hi le ab khuda ko hum
jiska yaki na tha vo karamat ho gayi, karamat ho gayi
dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi
lyrics of song Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi
Poetic Translation - Lyrics of Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi - दिल खुश है आज उनसे मुलाक़ात हो गयी
The heart sings, a meeting found, a meeting won,
The heart sings, a meeting found, a meeting won,
From afar, a whispered word, a conversation spun.

A connection blooms, a thread between our souls,
A connection blooms, a thread between our souls,
If they should stray, a grand story unfolds.

Each pulse a perfume, the breath's sweet grace,
Each pulse a perfume, the breath's sweet grace,
A lifted veil, a painted, vibrant space.

The soul now yearns, to bow to the Divine,
The soul now yearns, to bow to the Divine,
The impossible, a miracle, to intertwine,
The heart sings, a meeting found, a meeting won.

Gazal (1964) - Movie Details
Film CastSunil Dutt, Meena Kumari, Rehman, Nazima, Prithviraj Kapoor, Rajendra Nath, Raj Mehra, Mehmood SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur LyricistSahir Ludhianvi Music ByMadan Mohan DirectorVed Madan External LinksGazal at IMDB      Gazal at Wikipedia Movie at YTGazal at YT    Gazal at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement