Video of "Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala" from YouTube
Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala Video Thumbnail
Advertisement
Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala - दिल की दुनिया बर्बाद करके वो चला
Lyrics of Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala - दिल की दुनिया बर्बाद करके वो चला
dil ki duniya o dil ki duniya
hoye dil ki duniya
dil ki duniya ko barbad karke
wo chala wo chala jane wala
wo chala wo chala jane wala
dil ki duniya o dil ki duniya

dil ki basti ko ab kya karu mai
dil ki basti ko ab kya karu mai
kaun hai ab yaha aane wala
kaun hai ab yaha aane wala
dil ki duniya o dil ki duniya

dil ke badle diya gham kisi ne
maar dala hame aashiki ne
dil ke badle diya gham kisi ne
maar dala hame aashiki ne
chal diya chal diya
chal diya bewafa dil lagake
rah gaya dil pe itrane wala
dil ki duniya o dil ki duniya

khwab sab zindagi ke adhure
khwab sab zindagi ke adhure
kiske arman hote hai pure
kiske arman hote hai pure
khud bhi ek din tadapne lagega
khud bhi ek din tadapne lagega
hum garibo ko tadpane wale
dil ki duniya
hoye dil ki duniya
dil ki duniya ko barbad karke
wo chala wo chala jane wala
wo chala wo chala jane wala
dil ki duniya o dil ki duniya
lyrics of song Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala
Poetic Translation - Lyrics of Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala - दिल की दुनिया बर्बाद करके वो चला
The heart's realm, oh, the heart's domain,
Alas, the heart's domain!
To ruin the heart's world,
He departed, he went away,
He departed, he went away,
The heart's realm, oh, the heart's domain.

What shall I do now with this heart's haven?
What shall I do now with this heart's haven?
Who now will grace this place?
Who now will grace this place?
The heart's realm, oh, the heart's domain.

In place of a heart, he gave sorrow,
Love's very fire has slain us all.
In place of a heart, he gave sorrow,
Love's very fire has slain us all.
He left, he left,
He left, the faithless one, after forming a heart,
He is left, on the heart, to be proud,
The heart's realm, oh, the heart's domain.

Dreams of life, all incomplete,
Dreams of life, all incomplete,
Whose desires are ever fulfilled?
Whose desires are ever fulfilled?
One day, he too will writhe in pain,
One day, he too will writhe in pain,
He who has tormented us, the poor,
The heart's domain,
Alas, the heart's domain!
To ruin the heart's world,
He departed, he went away,
He departed, he went away,
The heart's realm, oh, the heart's domain.

Dil Ki Duniya (1949) - Movie Details
Film CastMazhar Khan, Geeta Bali, Madan Puri, Agha, Munawar Sultana, Jairaj, Jaswant SingerShamshad Begum, Khan Mastana, Mohantara Talpade, Rajkumari LyricistZia Sarhadi Music ByGovind Ram DirectorMazhar Khan External LinksDil Ki Duniya at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement