Video of "Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Lete Hain" from YouTube
Advertisement
Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Lete Hain - दिल की तन्हाई को आवाज़ बना लेते हैं
SingerKumar Sanu
Music byAnu Malik
LyricistNida Fazli
ActorShahrukh Khan
CategorySad Songs
MovieChaahat (1996)
Lyrics of Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Lete Hain - दिल की तन्हाई को आवाज़ बना लेते हैं
taro mai chamak phulo me rangat na rahegi
are kuch bhi na rahega agar mohabbat na rahegi
dil ki tanhai ko aawaz banaa lete hain
dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain
dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain
haan gaa lete hain, haan gaa lete hain
aapke shaher mein hum le ke wafa aaye hain
mufilsi mein bhi ameeri ki adaa layein hain
mufilsi mein bhi ameeri ki adaa layein hain
jo bhi bhaata hai, jo bhi bhaata hai
use apna banaa lete hai
dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain
dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain
haan gaa lete hain, haan gaa lete hain
haye humein yoon dekhna
aisa na ho, badnam ho jaayein
ye mumkin hai, isi ka kal
mohabbat ke naam ho jaaye
husn waalon mein ye mashoor hai aadat apni
har kisi se kahan milti hai tabeeyat apni
har kisi se kahan milti hai tabeeyat apni
pyaar milta hai, pyaar milta hai jahan
sar ko jhuka le te hain

Poetic Translation - Lyrics of Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Lete Hain - दिल की तन्हाई को आवाज़ बना लेते हैं
If love departs, the stars will dim, the flowers fade,
All that exists will wither in its shade.
We shape the heart's lone echo into song,
When suffering surpasses, we prolong
The moment, singing till the pain is gone.
Yes, we sing, and sing along.
To your city, we bring faith's embrace,
Poverty's grip cannot our richness efface.
Even in want, a noble grace we find,
Whatever draws us, that we bind,
And make our own, with heart and mind.
When suffering surpasses, we prolong
The moment, singing till the pain is gone.
Yes, we sing, and sing along.
To gaze on us like this...
Perhaps our names, through whispers, spread,
And love's decree, tomorrow, be our bed.
It is our way, the beautiful declare,
Our temperament, not all can share.
Our temperament, not all can share.
Where love appears, where love is near,
We bow our heads, and conquer fear.

Chaahat (1996) - Movie Details
Film CastShahrukh Khan, Pooja Bhatt, Ramya, Anupam Kher, Laxmikant Berde, Tiku Talsania, Naseruddin Shah, Avtar Gill, Mushtaq Khan, Pankaj Berry
SingerAlka Yagnik, Devang Patel, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Sudesh Bhosle, Udit Narayan, Vinod Rathod
LyricistDev Kohli, Maya Govind, Neeraj Pathak, Nida Fazli
Music ByAnu Malik
DirectorMahesh Bhatt
ProducerRobin Bhatt, Viral Lakhla
External LinksChaahat at IMDB Chaahat at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films