Video of "Dil Me Basa Le Apna Bana Le" from YouTube
Dil Me Basa Le Apna Bana Le Video Thumbnail
Advertisement
Dil Me Basa Le Apna Bana Le - दिल में बसा ले अपना बना ले
Lyrics of Dil Me Basa Le Apna Bana Le - दिल में बसा ले अपना बना ले
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le
char din ki abhi zindagi hain jawa
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le

tum par bhaorsa kaise kare ham
kaise kare ham
kaahe jawani me aahe bhare ham
lut gaye saikdo pyar ke karwa
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le

wada raha ye tumse hamara
tumse hamara
chhutega hamse na daman tumhara
chhod kar hum tumhe jayenge ab kaha
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le

mushkil bahut hain pyar ki raahe
pyar ki raahe
manjil milegi hame dil se jo chahe
kare aabad hum pyar ka ek jaha
dil me basa le apna bana le
hame apna bana le
dil me basa le
lyrics of song Dil Me Basa Le Apna Bana Le
Poetic Translation - Lyrics of Dil Me Basa Le Apna Bana Le - दिल में बसा ले अपना बना ले
Enshrine me, embrace me, make me thine,
Enshrine me deep within your heart's design.
A fleeting youth, a vibrant, brief cascade,
Enshrine me, embrace me, unafraid.

How can we trust, this fragile, tender plea?
How can we trust, when hearts are bound to bleed?
Why sigh in youth, when love's caravans fall?
Enshrine me, embrace me, heed love's call.

This vow we make, a promise pure and true,
This vow we make, forever me and you.
My hand will never leave your tender hold,
Enshrine me, embrace me, stories yet untold.

Love's path is fraught, with shadows and with strife,
Love's path is fraught, yet blossoms into life.
If hearts entwine, a world of love we'll mend,
Enshrine me, embrace me, until the very end.

Rangeela (1953) - Movie Details
Film CastBhagwan, Purnima Razi, Vivek, Badri Prasad, Nazira Indira, M K Kale, Babu Rao SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi LyricistEhsan Rizvi, S H Bihari Music ByJamal Sen DirectorBhagwan External LinksRangeela at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement