Video of "Dil Ne Phir Yaad Kiya Bark Si Lahrayi Hai" from YouTube

Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=lWEm_UuSWjE

Advertisement
Dil Ne Phir Yaad Kiya Bark Si Lahrayi Hai - दिल ने फिर याद किया बर्क़ सी लहराई है
Lyrics of Dil Ne Phir Yaad Kiya Bark Si Lahrayi Hai - दिल ने फिर याद किया बर्क़ सी लहराई है
dil ne phir yaad kiya bark si leharaayi hai
dil ne phir yaad kiya bark si leharaayi hai
dil ne phir yaad kiya bark si leharaayi hai
phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
dil ne phir yaad kiya

wo bhi kya din the hamein dil me bithaya tha kabhi
wo bhi kya din the hamein dil me bithaya tha kabhi
aur has has ke gale tum ne lagaya tha kabhi
khel hi khel me kyon jaan pe ban aayi hai
phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
dil ne phir yaad kiya

kya bataye tumhe hum shamma ki kismat kya hai
kya bataye tumhe hum shamma ki kismat kya hai
ghum me jalne ke siwa aur muhabbat kya hai
ye wo gulshan hai ki jis me na bahaar aayi hai
phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
dil ne phir yaad kiya

hum wo parwane hain jo shamma ka dam bharte hain
hum wo parwane hain jo shamma ka dam bharte hain
husn ki aag me khamosh jala karte hain
aah bhi nikle to pyar ki ruswayi hai
phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
dil ne phir yaad kiya bark is leharayi hai
dil ne phir yaad kiya
lyrics of song Dil Ne Phir Yaad Kiya Bark Si Lahrayi Hai
Poetic Translation - Lyrics of Dil Ne Phir Yaad Kiya Bark Si Lahrayi Hai - दिल ने फिर याद किया बर्क़ सी लहराई है
The heart remembers, lightning's dance anew,
The heart remembers, lightning's dance anew,
The heart remembers, lightning's dance anew,
A fresh wound blooms, love's aching hue,
The heart remembers.

Those days we reigned, held in your heart's core,
Those days we reigned, held in your heart's core,
With laughter's embrace, you held us evermore,
Why, in jest's guise, life's burden did pour?
A fresh wound blooms, love's aching sore,
The heart remembers.

What tale to tell, of the candle's decree?
What tale to tell, of the candle's decree?
Burning in sorrow, what love could it be?
A barren garden, where spring you cannot see,
A fresh wound blooms, love's tragedy,
The heart remembers.

We are moths, that the flame adore,
We are moths, that the flame adore,
In beauty's fire, silently we implore,
A sigh, a betrayal, love's secret lore,
A fresh wound blooms, love's evermore,
The heart remembers.

Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) - Movie Details
Film CastDharmendra, Nutan, Rehman, I S Johar, Jeevan Randhir, Sunder, Jeevan, Srandhir SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey, Suman Kalyanpur, Mukesh, Usha Khanna, Usha Mangeshkar, Krishna Kalle LyricistG L Rawal Music BySonik Omi DirectorC L Rawal External LinksDil Ne Phir Yaad Kiya at IMDB      Dil Ne Phir Yaad Kiya at Wikipedia Movie at YTDil Ne Phir Yaad Kiya at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement