Video of "Dil Pe Chaane Laga Hain Nasha" from YouTube
Dil Pe Chaane Laga Hain Nasha Video Thumbnail
Advertisement
Dil Pe Chaane Laga Hain Nasha - दिल पे छाने लगा है नशा
Lyrics of Dil Pe Chaane Laga Hain Nasha - दिल पे छाने लगा है नशा
kya yahi pyar hai
kya yahi pyar hai
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane lage hai maja pyar ka
bekhudi chha gayi, bekhudi chha gayi
aashiki aa gayi, kya yahi pyar hai
dil jara tu bata
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane lage hai maja pyar ka

meri meri nazar mein jaadu, jaadu basa hai meri har ek ada ka tu hai, tu hai deewana
he jaadu, jaadu to tera mujh pe
mujhpe chala hai uske, uske asar se
mai hu, mai hu deewana
tu bata de jara, tu bata de jara
ye tujhe kya hua
kya yahi pyar hai dil jara tu bata
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane lage hai maja pyar ka

chanda chanda sa jaana tera, tera badan hai us pe
uspe kayamat tera yuhi sharmana
tera tera sanam ye kaisa, deewaanapan hai tune
tune banaya yuhi kaisa afsana
pal mein dil ye gaya, pal mein dil ye gaya
kuch pata na chala, kya yahi pyar hai
dil jara tu bata
dil pe chhane laga hai nasha pyar ka
ab to aane laga hai maja pyar ka


lyrics typed by : ruchita parab.
lyrics of song Dil Pe Chaane Laga Hain Nasha
Poetic Translation - Lyrics of Dil Pe Chaane Laga Hain Nasha - दिल पे छाने लगा है नशा
Is this love?
Is this love?
Intoxication of love descends upon the heart,
Intoxication of love descends upon the heart.
Now, the taste of love begins to bloom,
Ecstasy pervades, ecstasy pervades.
Yearning has arrived, is this love?
Tell me, heart, just you tell me,
Intoxication of love descends upon the heart.
Now, the taste of love begins to bloom.

Magic dwells in my eyes, magic,
Magic resides in every gesture of mine.
You are, you are my beloved,
Oh magic, your magic upon me,
Upon me has taken hold, by its effect,
I am, I am your beloved.
Tell me, just tell me,
What has happened to you?
Is this love? Tell me, heart, just you tell me,
Intoxication of love descends upon the heart.
Now, the taste of love begins to bloom.

Oh my love, your body is like the moon,
Upon it, the apocalypse of your shyness.
My beloved, what madness is this of yours?
You have spun a tale so,
In a moment, the heart is lost, in a moment, the heart is lost.
No knowledge remains, is this love?
Tell me, heart, just you tell me,
Intoxication of love descends upon the heart.
Now, the taste of love begins to bloom.

Kya Yehi Pyaar Hai (2002) - Movie Details
Film CastJackie Shroff, Aftab Shivdasani, Amisha Patel, Aashish Vidyarthi, Anupama Varma, Neena Kulkarni, Snehal Dhabi, Vrajesh Hirjee, Sarfaraz Khan, Atul Mathur SingerAlka Yagnik, Babul Supriyo, Iqbal Afzaal Subri, K K, Kumar Sanu, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan LyricistAjay Jhingran, Jalees Sherwani Music BySajid , Wajid DirectorK Murali Mohan Rao ProducerAllu Arvind, Kumar S Taurani, Mukesh Udeshi, Ramesh S Taurani External LinksKya Yehi Pyaar Hai at IMDB      Kya Yehi Pyaar Hai at Wikipedia Movie at YTKya Yehi Pyaar Hai at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement