Video of "Dil Se Mai Aur Mujhse Dil Takra Gaya" from YouTube
Dil Se Mai Aur Mujhse Dil Takra Gaya Video Thumbnail
Advertisement
Dil Se Mai Aur Mujhse Dil Takra Gaya - दिल से मैं मुझसे दिल टकरा गया
Lyrics of Dil Se Mai Aur Mujhse Dil Takra Gaya - दिल से मैं मुझसे दिल टकरा गया
dil se me mujhse dil
dil se me mujhse dil takra gaya
ek nayapan jindagi me aa gaya
dil se me mujhse dil takra gaya
ek nayapan jindagi me aa gaya
dil se me

aati jati sans bhi chanchal si hai
sar se paw tak nayi hulchal si hai
bat kya hai kyu ye dil ghabra gaya
dil se me mujhse dil takra gaya
ek nayapan jindagi me aa gaya
dil se me

dhire dhire dil ki kashti bah chali
bahki bahki si hawa kuch kah chali
fir utha tufan achanak bha gaya
ek nayapan jindagi me aa gaya
dil se me mujhse dil takra gaya
ek nayapan jindagi me aa gaya
dil se me

ban gayi ab to jami bhi aasman
basne wala hai anokha sa jaha
mujhse mera saya jo sharma gaya
ek nayapan jindagi me aa gaya
dil se me mujhse dil takra gaya
ek nayapan jindagi me aa gaya
dil se me
lyrics of song Dil Se Mai Aur Mujhse Dil Takra Gaya
Poetic Translation - Lyrics of Dil Se Mai Aur Mujhse Dil Takra Gaya - दिल से मैं मुझसे दिल टकरा गया
From heart, I, to heart of me,
A collision, a sweet decree.
A novelty, life's new art,
From heart, I, to my heart.

Breath that comes, and breath that goes,
Restless, a river that overflows.
From head to foot, a stirring deep,
What words can tell why my heart did leap?
A novelty, life's new art,
From heart, I, to my heart.

Slowly, slowly, the heart's boat did sail,
Intoxicated, the wind told a tale.
Then a storm arose, unseen,
A novelty, life's new scene.
From heart, I, to heart of me,
A novelty, life's new decree.

Now the earth, it is the sky,
A world in my eyes, drawing nigh.
My own shadow, shyly, turned away,
A novelty, life's new day.
From heart, I, to heart of me,
A novelty, life's new decree.

Bus Conductor (1959) - Movie Details
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur, Geeta Dutt LyricistNoor Devasi Music ByBipin, Babul External LinksBus Conductor at IMDB       Movie at YTBus Conductor at YT    Bus Conductor at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement