Video of "Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho" from YouTube
Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho Video Thumbnail
Advertisement
Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho - दिल तमाशा हो मगर दुनिया तमाशाई ना हो
Lyrics of Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho - दिल तमाशा हो मगर दुनिया तमाशाई ना हो
dil tamasha ho magar duniya tamashaai na ho
dil tamasha ho magar duniya tamashaai na ho
mujhe pe jo gujre to gujre
mujhe pe jo gujre to gujre
unki ruswaai na ho, dil tamasha ho

haay ulfat me kaise
waqt ki majburiyaan
haay ulfat me kaise
waqt ki majburiyaan
jab ke dil rone ko chaahe
jab ke dil rone ko chaahe
aur tanhaai na ho
dil tamasha ho

japt karne se mohabbat me
ghuta jata hai dam
japt karne se mohabbat me
ghuta jata hai dam
aah is dar se nahi karte ki ruswaai na ho
dil tamasha ho magar duniya tamashaai na ho
dil tamasha ho
lyrics of song Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho
Poetic Translation - Lyrics of Dil Tamasha Ho Magar Duniya Tamashai Na Ho - दिल तमाशा हो मगर दुनिया तमाशाई ना हो
The heart, a spectacle, though the world not spectators be,
The heart, a spectacle, though the world not spectators be.
Let what befall be mine alone,
Let what befall be mine alone,
That their disgrace, it shall not see, the heart a show.

Ah, in love, how strange the
constraints of time,
Ah, in love, how strange the
constraints of time,
When the heart yearns to weep,
When the heart yearns to weep,
And solitude it cannot find, the heart a show.

In holding back, in love,
the breath grows thin,
In holding back, in love,
the breath grows thin,
Ah, this fear restrains, lest shame should bloom,
The heart, a spectacle, though the world not spectators be,
The heart a show.

Raftar (1955) - Movie Details
Film CastTalat Mahmood, Nadira, Baby Nazz, Meenakshi, Burque Lotan, Baby Naaz SingerAsha Bhosle, Shamshad Begum, Talat Mahmood LyricistNakshab Music ByPandit Shivram DirectorNakshab ProducerFilco External LinksRaftar at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement