Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Ishq Ke Parindey
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Dil Tod Ke Jaane Waale Sun
4.24 - 117 votes
Rishi Verma, Priyanka Mehta
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Dil Tod Ke Jaane Waale Sun - दिल तोड़ के जाने वाले सुन

dil tod ke jaane waale sun
dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai

dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai
tujhe meri zaroorat nahi toh kya
tujhe meri zaroorat nahi toh kya
mujhe teri zaroorat aaj bhi hai
dil tod ke, dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai

jis din se tu door hua hai
tukdon mein jaan tut gayi
tukdon mein jaan tut gayi
o tu kya rutha saathi mujhse
duniya mujhse ruth gayi
duniya mujhse ruth gayi
aa dekh le meri aankho se
aa dekh le meri aankho se
neendo ko shikayat aaj bhi hai
dil tod ke, dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai

yaade karwat badal rahi hai
dur talak main tanha hoon
dur talak main tanha hoon
waqt bhi jis se ruth gaya hai
main wo bebas lamha hoon
main wo bebas lamha hoon
haatho ki lakiro se meri
haatho ki lakiro se meri
kismat ko bagaawat aaj bhi hai
dil tod ke, dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai


lyrics of song Dil Tod Ke Jaane Waale Sun

Comments for lyrics of song "Dil Tod Ke Jaane Waale Sun"
pooja pooja on Friday, April 10, 2015
Dil todke is awesome.really a medicine to all the headache and
irritation caused by over promoted bakwaas songs..Kk ur voice will be
cherished. For ever..i m really shocked that this song Is not been played
properly on tv channels .A wonderful song is about to die due to lack of
marketing and promotion.

pankaj sharma on Friday, April 10, 2015
Excellent song sung by KK who is at this best in romantic and heartbreaking
songs.Big thanks to the music direcor and lyricist.I think mellody is back
in bollywood.Kk takes this song to a new level and only he can do full
justic to the song.

Vicky Raaj on Friday, April 10, 2015
Iss song ko thoda promotion toh milna chahiye..logon ki zubaan pe easily
chadhne wala song hai aur love ki sad story aur uske pain ko beautifully
define karta hai..I m sure KK 's soulful voice will successfuly captivate
every desi youth.

Yugraj King on Wednesday, April 08, 2015
Nidhi tumhare bina jeena bahut mushqil ho raha hai..tum bhi agar kahi ye
song sun rahi ho toh mere dil ke jazbaat ko samajh lo..mujhe teri zaroorat
aaj bhi hai..Aankhon mein aansoo nahi aate magar kambakht dil ro raha hai

Vijay Verma Music composer on Wednesday, April 08, 2015
Can i Request the you tube admin/ Zee Music team to add the name of the
solo violinist in the song Mr. Abhijit Majumdar pls..mistakenly it is left
to be mentioned.. regards Vijay Verma( Music composer of the this song)

View all 36 comments related to song Dil Tod Ke Jaane Waale Sun - दिल तोड़ के जाने वाले सुन


Film cast: Rishi Verma, Priyanka Mehta, Manjul Aazad, Yasir Iftikhar Khan, Monisha Rai, Pran Dawas
Singer: Vijay Verma, Supriya Pathak, Sonu Nigam, KK, Javed Ali, Palak Muchhal, Shadab Faridi, Shakir Khan, Sajjad Ali , Raktima, Altamash Faridi, Mohd. Irfan , Suvani Raj, Keka Ghoshal
Lyricist: Shakeel Azmi, Shakir Khan, Manthan, Irshad Khan, Tanveer Ghazi
Music Director: Vijay Verma, Rashid Khan, Sajjad Ali
Film Director: Shakir Khan
External Links: Ishq Ke Parindey at IMDB    Ishq Ke Parindey at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy