Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dil Tujhko Diya Tha Dildar Maan Ke
dil tujhko diya tha dildar maan ke
tune mujhko chhataya anjaan jaan ke
tune mujhko chhataya anjaan jaan ke
dil tujhko diya tha dildar maan ke
meri zhulfo se khusboo chura ke
meri aankho se neende udaa ke
meri zhulfo se khusboo chura ke
meri aankho se neende udaa ke
chhup gaya kahin door jaake
main bhatakti hoon yaaden chhupake
chhup gaya kahin door jaake
main bhatakti hoon yaaden chhupake
main bhatakti hoon yaaden chhupake
tune mujhko chhataya anjaan jaan ke
tune mujhko chhataya anjaan jaan ke
dil tujhko diya tha dildar maan ke
o mujhse loot ke jaane wale
meri duniya hai tere hawale
o mujhse loot ke jaane wale
meri duniya hai tere hawale
apani ashko mein mujh ko sajale
juthe wadose kyun mujhe sataye
apani ashko mein mujh ko sajale
juthe wadose kyun mujhe sataye
juthe wadose kyun mujhe sataye
tune mujhko chhataya anjaan jaan ke
tune mujhko chhataya anjaan jaan ke
dil tujhko diya tha dildar maan ke
dil tujhko diya tha