Video of "Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai" from YouTube
Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai Video Thumbnail
Advertisement
Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai - दिल उनको ढूँढता है, हम दिल को ढूँढते हैं
Lyrics of Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai - दिल उनको ढूँढता है, हम दिल को ढूँढते हैं
dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai

bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai
manjil ko dhundhate hai

ham hai teri lagan hai, aye shama tu kaha hai

parwana banke teri mehfil ko dhundhate hai
mehfil ko dhundhate hai
dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai
bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai
manjil ko dhundhate hai

duniya se hai niraala dastur ashiko ka
duniya se hai niraala dastur ashiko ka
jine ki aarzu me katil ko dhundhate hai
jine ki aarzu me katil ko dhundhate hai
bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai
manjil ko dhundhate hai
dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai
bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai
manjil ko dhundhate hai

sine me hasrato ka jaga huwa hai tufaan
sine me hasrato ka jaga huwa hai tufaan
ham mauj banke apne saahil ko dhundhate hai
saahil ko dhundhate hai
dil unko dhundhata hai, ham dil ko dhundhate hai
bhatake huye musaafir, manjil ko dhundhate hai
manjil ko dhundhate hai
lyrics of song Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai
Poetic Translation - Lyrics of Dil Unko Dhundhata Hai, Ham Dil Ko Dhundhate Hai - दिल उनको ढूँढता है, हम दिल को ढूँढते हैं
Their heart seeks them, our heart seeks itself,

Wandering souls, the destination we seek,
The destination we seek.

We are your longing, O candle, where are you?

Becoming the moth, your gathering we seek,
Your gathering we seek.
Their heart seeks them, our heart seeks itself,
Wandering souls, the destination we seek,
The destination we seek.

Unique is the custom of lovers, beyond the world's gaze,

In the hope of living, the killer we seek,
In the hope of living, the killer we seek,
Wandering souls, the destination we seek,
The destination we seek.
Their heart seeks them, our heart seeks itself,
Wandering souls, the destination we seek,
The destination we seek.

In the chest, a storm of desires awakened,

We, as the wave, our shore we seek,
Our shore we seek.
Their heart seeks them, our heart seeks itself,
Wandering souls, the destination we seek,
The destination we seek.

Yasmin (1955) - Movie Details
Film CastSuresh, Vyjayantimala, Jayant, Rashid Khan, K Shyam, K Maruti S, S N Banerjee, Shyam Kumar, Mumtaz, Rajan Haksar, Amrit Rana, Habib, Wahidan, Yasmeen Khan, Wasiq Khan, Nawab SingerLata Mangeshkar, Talat Mahmood LyricistJan Nissar Akhtar Music ByC Ramachandra DirectorA R Kardar External LinksYasmin at IMDB       Movie at YTYasmin at YT    Yasmin at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement