Video of "Dil Zinda Rakhne Ke Liye" from YouTube
Dil Zinda Rakhne Ke Liye Video Thumbnail
Advertisement
Dil Zinda Rakhne Ke Liye - दिल जिंदा रखने के लिए
Lyrics of Dil Zinda Rakhne Ke Liye - दिल जिंदा रखने के लिए
dil zinda rakhne ke liye
koi dard zaroori hota hain
dard bhari is duniya mein
humdard zaroori hota hain
dil zinda rakhne ke liye
koi dard zaroori hota hain
dard bhari is duniya mein
humdard zaroori hota hain
humdard zaroori hota hain

saahil saahil tufaa dekhe
laher laher majhdhaar yahaan
saahil saahil tufaa dekhe
laher laher majhdhaar yahaan
badlenge halaat kabhi ye
badlenge halaat kabhi ye
aise hain aasaar kahaan
aise hain aasaar kahaan
dil zinda rakhne ke liye
koi dard zaroori hota hain
dard bhari is duniya mein
humdard zaroori hota hain
humdard zaroori hota hain

beete kal ke zakhm hai dil par
aane waale kal ke gham
dono ke jo daag mita de
kahaan chhupa hain wo humdam
tanhaa tanhaa jeevan sabka
koi kisi ke paas nahin
khoyi hain khud mein duniya
auron ka ehsaas nahin
tanhaa tanhaa jeevan sabka
koi kisi ke paas nahin
khoyi hain khud mein duniya
auron ka ehsaas nahin
auron ka ehsaas nahin
dil zinda rakhne ke liye
koi dard zaroori hota hain
dard bhari is duniya mein
humdard zaroori hota hain
humdard zaroori hota hain
humdard zaroori hota hain
humdard zaroori hota hain
lyrics of song Dil Zinda Rakhne Ke Liye
Poetic Translation - Lyrics of Dil Zinda Rakhne Ke Liye - दिल जिंदा रखने के लिए
To keep the heart alive,
A certain ache is needed,
In this world of pain,
A kindred soul is needed.
To keep the heart alive,
A certain ache is needed,
In this world of pain,
A kindred soul is needed,
A kindred soul is needed.

Shore to shore, the storms are seen,
Wave by wave, the depths reside,
Shore to shore, the storms are seen,
Wave by wave, the depths reside,
Will circumstances ever shift?
Will the tides ever change?
Where do such omens hide?
Where do such omens hide?
To keep the heart alive,
A certain ache is needed,
In this world of pain,
A kindred soul is needed,
A kindred soul is needed.

Wounds of yesterday upon the heart,
Sorrows of tomorrow, yet to come,
Where dwells the friend,
To erase the marks of both?
Lonely, lonely, life for all,
None near to hold,
The world lost within itself,
No sense of others' woes.
Lonely, lonely, life for all,
None near to hold,
The world lost within itself,
No sense of others' woes,
No sense of others' woes.
To keep the heart alive,
A certain ache is needed,
In this world of pain,
A kindred soul is needed,
A kindred soul is needed,
A kindred soul is needed,
A kindred soul is needed.

Surkhiyaan (1985) - Movie Details
Film CastNaseeruddin Shah, Moonmoon Sen, Suresh Oberoi, Kulbhushan Kharbanda, Nandini. SingerKishore Kumar, Asha Bhosle Music ByVanraj Bhatia External LinksSurkhiyaan at IMDB       Movie at YTSurkhiyaan at YT    Surkhiyaan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement