|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Dillagi Hi Dillagi Me Ho Gayi Nadaniya - दिल्लगी ही दिल्लगी में हो गई नादानियाँ dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
zindagi par meri gum ki pad gayi parchhaiya
kya karu jaau kaha
apna begana hua dushman hua sara jaha
apna begana hua dushman hua sara jaha
kaun hai jisko sunau apne gum ki dasta
dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
kya karu jaau kaha
ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba
ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba
ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya
ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya
had se zyada badh gayi hain ab meri hairaniya
dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
kya karu jaau kaha
Mangala |
Film cast: | Ranjan, Bhanumati, Agha, David, Swaraj, B S Kale, Badri Prasad, Suryaprabha, J Duraiswamy | Singer: | Shamshad Begum, Geeta Dutt, Rajkumari, Moti, Bhanumati | Lyricist: | Pandit Indra | Music Director: | E. Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla | Film Director: | S S Vasan | External Links: | Mangala at IMDB | Watch Full Movie: | Mangala at YouTube Mangala at YouTube |
|
|
|
|
|