Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Do Dil Dhadak Rahe Hai Aur Aawaaz Ek Hai - दो दिल धड़क रहे हैं और आवाज़ एक है
do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai
do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai
nagame judaa-judaa hai magar saaz ek hai
do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai
rangin har adaa hai, bechain har nazar hai
rangin har adaa hai, bechain har nazar hai
ik dard sa idhar, ik dard sa udhar hai
dono ki beqaraari kaa adaaz ek hai
dono ki beqaraari kaa adaaz ek hai
nagame judaa-judaa hai magar saaz ek hai
do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai
tadpaaiye na hamko, sharmaaiye na hamse
tadpaaiye na hamko, sharmaaiye na hamse
dono ki zindagi hai ek dusre ke dam se
dono ki zindagi hai ek dusre ke dam se
ham do kahaniya hai magar raaz ek hai
ham do kahaniya hai magar raaz ek hai
nagame judaa-judaa hai magar saaz ek hai
do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai
Comments for lyrics of song "Do Dil Dhadak Rahe Hai Aur Aawaaz Ek Hai"
Meha Dalal on Thursday, September 09, 2010 INSAAF (1956) Nalini Jauwant, Ajit, Kamal Kapoor, Kamal Tiwari, Tiwari,
Durga Khote, Helen, JohnyWalker Producer: Raoji U. Patel Director: Kedar
Kapoor Music: Chitragupt Lyrics: Asad Bhopali, Hasrat & Anjum Jaipuri
hussna banno on Monday, March 16, 2009 do have aye mere pyar bata kion hua mujh se khafa...una hona tha juda by
mahendra and lata... thank you
Madhu Nair on Sunday, March 29, 2009 dear friend, thanks for the comments and the info. regards madhu sudhan
rvbhartiya on Tuesday, July 27, 2010 I have added a song Nazon ke pale - Talat mahmood please Check it.
msanghadia on Friday, July 24, 2009 It'd be real nice to have the video from the movie of this song!!