Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Door Talak Veerana Hai - दूर तलक विराना हैं
dur talak viraana hain
dur talak viraana hain
dur talak viraana hain
kab tak chalte jaana hain
kab tak chalte jaana hain
dur talak viraana hain
dur talak viraana hain
sachchi baate kaun kare
sachchi baate kaun kare
sachchi baate kaun kare
kaun yahan divaana hain
kaun yahan divaana hain
fark hain bas kirdaaro me
fark hain bas kirdaaro me
fark hain bas kirdaaro me
baaki khel puraana hai
baaki khel puraana hai
mitti bhi hain sona bhi
mitti bhi hain sona bhi
mitti bhi hain sona bhi
dil bhi ajab khajana hain
kab tak chalte jaana hain
kab tak chalte jaana hain
dur talak viraana hain
dur talak viraana hain
Comments for lyrics of song "Door Talak Veerana Hai"
Cancer11 on Sunday, November 02, 2014 An awesom ghazal and video