Video of "Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi" from YouTube
Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi Video Thumbnail
Advertisement
Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi - दुनिया में बादशाह है तो है वो भी आदमी
Lyrics of Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi - दुनिया में बादशाह है तो है वो भी आदमी
duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi
aur mufliso gada hai to hai vo bhi aadmi
aur mufliso gada hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

papo se mar gaya hai to hai vo bhi aadmi
are murga jo kha raha hai to hai vo bhi aadmi
tukde chaba raha hai to hai vo bhi aadmi
tukde chaba raha hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

kaise banaye aadmi ko yaar aadmi
hai aadmi ke bich me diwaar aadmi
thane me ek mai hu giraftaar aadmi
ek thanedar thane ka mukhtaar aadmi
jo mujhpe hans raha hai to hai vo bhi aadmi
jo mujhpe hans raha hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

ye paisa aadmi se jo chahe wahi karaye
ghode ke badle aadmi riksha me dhota jaye
har aadmi ko padi paise ki haye haye haye haye
paise jhela haye haye
jag ka mela haye haye
aaye akela haye haye
jaye akela haye haye
aankh ka anjan haye haye
dant ka manjan haye haye
dant nikale haye haye
jaan ke laale haye haye
tu hi bacha le haye haye
giraftari haye haye, bambari haye haye
duniyadari haye haye, chor bajari haye haye
thirkadaari haye haye, haye haye haye haye
haye haye haye haye, haye haye haye haye
haye haye haye haye
ye sab jo kar raha hai to hai vo bhi aadmi
ye sab jo kar raha hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai
to hai vo bhi aadmi

har aadmi ko padi paise ki haye haye
paise ki khatir aadmi bandar kahi nachaye
mai bhi hu ek aadmi chakram hai mera naam
hindu ko raam raam, musalmaan ko salam
do boot ek sut se chalta hai kaam
atom ke bomb ka hai koi aadmi gulam
jo ann chahta hai to hai vo bhi aadmi
jo ann chahta hai to hai vo bhi aadmi
sahiba duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi
duniya me badshah hai to hai vo bhi aadmi
lyrics of song Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi
Poetic Translation - Lyrics of Duniya Me Badshah Hai To Hai Wo Bhi Aadmi - दुनिया में बादशाह है तो है वो भी आदमी
The king of the world, he too is but a man,
And the pauper, the beggar, they too are a man.
And the pauper, the beggar, they too are a man.
Oh, lord of the world, the king is but a man.

Dead by sin, he is still but a man,
The one who devours the chicken, he too is a man.
Chewing his morsels, he too is a man,
Chewing his morsels, he too is a man.
Oh, lord of the world, the king is but a man.

How to make a man, a friend of man?
Between men, there is a wall built by man.
In the station, I am a man, arrested, a man.
And the station's keeper, a master, a man.
The one who laughs at me, he too is a man,
The one who laughs at me, he too is a man.
Oh, lord of the world, the king is but a man.

Money makes a man do as it wills,
A man pulls the rickshaw, instead of horses, it kills.
Each man is burdened by the cry for wealth,
The burden of money, oh, the cries of wealth,
The world's fair, oh, the cries of wealth,
Comes alone, oh, the cries of wealth,
Leaves alone, oh, the cries of wealth,
Kohl for the eyes, oh, the cries of wealth,
Toothpaste for the teeth, oh, the cries of wealth,
Showing teeth, oh, the cries of wealth,
Life's in peril, oh, the cries of wealth,
You alone save us, oh, the cries of wealth,
Arrest, oh, the cries of wealth, bombing, oh, the cries of wealth,
Worldliness, oh, the cries of wealth, black market, oh, the cries of wealth,
Betrayal, oh, the cries of wealth, oh, cries of wealth,
Oh, cries of wealth, oh, cries of wealth,
Oh, cries of wealth,
All who do these things, they too are a man,
All who do these things, they too are a man.
Oh, lord of the world, the king is but a man.

Each man is burdened by the cry for wealth,
For money, a man makes a monkey dance, it stealth.
I too am a man, my name is Chakkram,
To Hindus, Ram Ram, to Muslims, Salaam.
Two boots, one suit, that's how I roam,
A man is enslaved by the atom bomb's home.
The one who craves for food, he too is a man,
The one who craves for food, he too is a man.
Oh, lord of the world, the king is but a man,
The king of the world, he too is but a man.

Mr. Chakram (1956) - Movie Details
Film CastChandrashekhar, Shyama, J Om Prakash, Ranjana Randhir SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar LyricistJ Nakshab Music ByHusnlal Bhagatram DirectorS P Bakshi External LinksMr. Chakram at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement