Video of "Duniya Me Gareebo Ko" from YouTube
Duniya Me Gareebo Ko Video Thumbnail
Advertisement
Duniya Me Gareebo Ko - दुनिया में ग़रीबों को
Lyrics of Duniya Me Gareebo Ko - दुनिया में ग़रीबों को
duniya me garibo ko
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta
rote hai to hasne ka
rote hai to hasne ka
paigam nahi milta
paigam nahi milta

gurbat ki kahani hai aankho ki jubani hai
gurbat ki kahani hai aankho ki jubani hai
aagaj ka karate hai
aagaj ka karate hai
anjam nahi milta
anjam nahi milta
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta

sau jaam garibi ke kismat ne pilaye hai
sau jaam garibi ke kismat ne pilaye hai
jis jaam me rahat hai
jis jaam me rahat hai
vo jaam nahi milta
vo jaam nahi milta
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta

jo koi bhi aata hai thokar hi lagata hai
jo koi bhi aata hai thokar hi lagata hai
marke bhi garibo ko
marke bhi garibo ko
aaram nahi milta
aaram nahi milta
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta
lyrics of song Duniya Me Gareebo Ko
Poetic Translation - Lyrics of Duniya Me Gareebo Ko - दुनिया में ग़रीबों को
In this world of woes, the poor find no ease,
No solace descends, no moment to appease.
When tears they shed, a smile is not their fate,
No message of joy, to alleviate.

Poverty's tale, in eyes it does reside,
A story whispered, where sorrows confide.
They weep at the start, a mournful decree,
No ending of peace, for them to foresee.
In this world of woes, the poor find no ease.

A hundred draughts of hardship, fate has poured,
A bitter wine, their spirit unexplored.
The cup of comfort, a phantom they chase,
The ease they desire, they cannot embrace.
In this world of woes, the poor find no ease.

Each soul that arrives, a blow they impart,
Each foot that treads, a wound to the heart.
Even in death, for the wretched they yearn,
No rest they discover, no lesson to learn.
In this world of woes, the poor find no ease.

Zamindar (1942) - Movie Details
Film CastGulam Mohammad, Shanta Apte, M Ismail, S D Narang, Akhtar, G N Butt, Manorama, Durga Khote, Anwari SingerShamshad Begum, Shanta Apte LyricistBehzad Lakhnavi, Qamar Jalalabadi, Deena Nath Madhok, Nazim Panipati Music ByGhulam Haider DirectorMoti Gidwani External LinksZamindar at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement