Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dur Se Ek Pardesi Aaya (Female) - दूर से एक परदेसी आया
dur se ek pardesi aaya
dur se ek pardesi aaya
puchho kya kya laya
puchho kya kya laya
dur se ek pardesi aaya
dur se ek pardesi aaya
puchho kya kya laya
puchho kya kya laya
aasu laya aahe laya
ujadi hui nigaahe laya
aasu laya aahe laya
ujadi hui nigaahe laya
bikti hain aashaye le lo
tute dil ki duaaye le lo
le lo koi do roti hui
aankhe lekar aaya
dur se ek pardesi aaya
dur se ek pardesi aaya
puchho kya kya laya
puchho kya kya laya
ye jhumar virhaa ki kahani
ye kangan barbaad jawani
ye jhumar virhaa ki kahani
ye kangan barbaad jawani
ye jhumke ashqo ki ghadiya
ye gajre aaho ki ladiya
o dilwaalo koi dil ke
tukde lekar aaya
dur se ek pardesi aaya
dur se ek pardesi aaya
puchho kya kya laya
puchho kya kya laya
dur se ek pardesi aaya
dur se ek pardesi aaya
puchho kya kya laya
puchho kya kya laya
Comments for lyrics of song "Dur Se Ek Pardesi Aaya (Female)"
TheDeepakp on Sunday, July 20, 2014 Film cast: Shyam, Rehana, Gope, Mukri, Hafiz Khan, Durga Khote, Randhir
Kapoor, Cuckoo, Yashodhara
Singer: Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Geeta Roy, Lata Mangeshkar, Shamshad
Begum
Lyricist: Rajendra Krishan, Abid Gulrez, Gulshan Jalalabadi
Music Director: Husnlal Bhagatram
Film Director: O P Dutta
Film Producer: Madhuban
Parag Sankla on Monday, February 01, 2010 @syed2247 It is indeed a lovely song, we are glad that you are enjoying
these rare gems of Geeta ji. Please visit our website dedicated to her as
well.
cancerashlesha on Wednesday, September 22, 2010 a superb song which my father used to sing an unforgettable song . Thank you so so much oldHFMan
syed2247 on Monday, February 01, 2010 Absolutely supurb. Thanks