Video of "Eid Mubarak" from YouTube
Advertisement
Eid Mubarak - ईद मुबारक
Lyrics of Eid Mubarak - ईद मुबारक
eid ke roz dushman bhi, gale lag jaate hain
dushmani kitni bhi ho, sab eid pe bhul jaate hai
mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak
mubarak eid mubark, hai sabko eid mubaarak
hai jashan waala din ye, hai jashan waali raat

yaaro ki ho rahi hai, yaaro se mulakat

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak
rehmate bazam main hai jalwa numa
aaj maujud hai mehfil main khuda
aaj maujud hai mehfil main khuda
har taraf raunake hai rehmat hai
jaane kiski hui maqbool dua, jaane kiski hui maqbool dua
raho khamosh par lekin zamaane ko sunaayi do
todo nafrat ki zanjire mohabbat ko rihaayi do
jaha bhi jo mile usko gale milkar badhaayi do

baat agar deed ki hai isse badhkar deed kya hogi

humari eid se badhkar, kisi ki eid kya hogi
mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubarak

Daddy (2017) - Movie Details
Film CastAishwarya Rajesh, Amar Bannerjee, Anand Ingle, Anupriya Goenka, Arjun Rampal, Farhan Akhtar, Mir Sarwar, Natasa Stankovic, Nishikant Kamat, Raj Arjun, Rajesh Shringarpure, Shruti Bapna, Usha Naik
SingerShabab Sabri, Tanvir Hussain, Alisha Chinai, Vijay Benedict, Wajid Khan, Ganesh Chandanshive
LyricistDanish Sabri, Anjaan, Prashant Ingole
Music BySajid Wajid, Olefonken, Bappi Lahiri
DirectorAshim Ahluwalia
ProducerArjun Rampal
External LinksDaddy at IMDB Daddy at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films