Video of "Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai" from YouTube
Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai Video Thumbnail
Advertisement
Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai - एक पल गमों का दरिया न शाम होने को है
Lyrics of Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai - एक पल गमों का दरिया न शाम होने को है
ek pal gamo ka dariya ek pal khushi ka dariya
rukhta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya
aankhe thi wo kisi ki ya khawab ke zanjire
aankhe thi wo kisi ki ya khawab ke zanjire
aawaj thi kisi ki ya ragini ka dariya
ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya
ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya
rukhta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya

is dil ki wadiyo me ab khak ud rahi hai
is dil ki wadiyo me ab khak ud rahi hai
bheta yahi tha phele ek ashiki ka dariya
ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya
thamta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya

kirno me hai ve lehre ya lehro me hai kirne
kirno me hai ve lehre ya lehro me hai kirne
dariya ke chadni hai ya chandni ka dariya
ek pal ghamo ka dariya ek pal kushi ka dariya
thamta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya
ye zindagi ka dariya ye zindagi ka dariya
lyrics of song Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai
Poetic Translation - Lyrics of Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai - एक पल गमों का दरिया न शाम होने को है
A moment, a river of sorrow, a moment, a river of joy,
Nowhere does it pause, this river of life's employ.
Were they eyes, of a beloved, or chains of a dream?
Were they eyes, of a beloved, or chains of a dream?
A voice, of a someone, or a symphony's stream?
A moment, a river of sorrow, a moment, a river of joy,
Nowhere does it pause, this river of life's employ.

In the valleys of this heart, now dust takes its flight,
In the valleys of this heart, now dust takes its flight,
Flowing here once, a river of love's light.
A moment, a river of sorrow, a moment, a river of joy,
Never does it cease, this river of life's deploy.

In the sunbeams, the ripples, or ripples in sun's ray?
In the sunbeams, the ripples, or ripples in sun's ray?
The river's own moonlight, or moonlight in play?
A moment, a river of sorrow, a moment, a river of joy,
Never does it cease, this river of life's deploy.
This river of life, this river of life's employ.

Soz (Jagjit Singh) (2001) - Movie Details
SingerJagjit Singh
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement