Video of "Sanso Ki Jarurat Hai Jaise" from YouTube
Sanso Ki Jarurat Hai Jaise Video Thumbnail
Advertisement
Sanso Ki Jarurat Hai Jaise - सांसो की जरुरत है जैसे
Lyrics of Sanso Ki Jarurat Hai Jaise - सांसो की जरुरत है जैसे
saanso ki jarurat hai jaise
saanso ki jarurat hai jaise zindagi ke liye
bas ek sanam chahiye aashiki ke liye
jaam ki jarurat hai jaise
jaam ki jarurat hai jaise bekhudi ke liye
ha ek sanam chahiye aashiki ke liye
bas ek sanam chahiye aashiki ke liye

waqt ke hatho me sabki takdeere hai
waqt ke hatho me sabki takdeere hai
aaina jhuta hai sachchi tasvire hai
jaha dard hai wahi jeet hai
jaha pyas hai wahi mit hai
koi na jane magar jine ki yahi reet hai
saaj ki jarurat hai jaise
saaj ki jarurat hai jaise mausaki ke liye
bas ek sanam chahiye aashiki ke liye
ha ek sanam chahiye aashiki ke liye

manzile hasil hai phir bhi ek duri hai
manzile hasil hai phir bhi ek duri hai
bina humrahi ke zindagi adhuri hai
milegi kahi koi rehgujar
tanha katega kaise ye safar
mere sapne ho jaha dhundu main aisi nazar
chaand ki jarurat hai jaise
chaand ki jarurat hai jaise chandani ke liye
bas ek sanam chahiye aashiki ke liye
saanso ki jarurat hai jaise
saanso ki jarurat hai jaise zindagi ke liye
bas ek sanam chahiye aashiki ke liye
bas ek sanam chahiye aashiki ke liye
aashiki ke liye aashiki ke liye
aashiki ke liye aashiki ke liye
lyrics of song Sanso Ki Jarurat Hai Jaise
Poetic Translation - Lyrics of Sanso Ki Jarurat Hai Jaise - सांसो की जरुरत है जैसे
As breath is to the body's sway,
As breath is to life's embrace,
So love's beloved, to passion's way.
As wine is to a drunken grace,
As wine is to oblivion's trace,
So love's beloved, to passion's way.
Only a love, to passion's face.

Time holds the threads of destiny's loom,
Time holds the threads, a painted tomb,
Mirrors lie, but true forms bloom.
Where pain resides, the victory's kept,
Where thirst burns, a kindred slept,
None may know, but thus life's wept.
As music needs a tender key,
As music needs its melody,
So love's beloved, to passion's plea.
Only a love, to passion's decree.

Though goals are met, a distance stays,
Though goals are met, through sunlit haze,
Without a friend, life's lonely maze.
A path may meet, a hand to hold,
How can I bear this tale untold?
Where dreams reside, a sight of gold.
As moon is to a silver night,
As moon is to a starlit light,
So love's beloved, to passion's height.
As breath is to the body's might,
As breath is to life's delight,
So love's beloved, to passion's rite.
Only a love, to passion's bright.
Only for love, in love's delight.
For love alone, in love's pure light.
For love alone, in love's pure light.

Aashiqui (1990) - Movie Details
Film CastRahul Roy, Anu Agarwal, Reema Lagoo, Deepak Tijori, Avtar Gill, Tom Alter, Mushtaq Khan, Javed Khan, Sunil Rege, Homi Wadia, Anang Desai SingerAnuradha Paudwal, Kumar Sanu, Udit Narayan LyricistMadan P, Rani Malik, Sameer Music ByNadeem Saifee, Shravan DirectorMahesh Bhatt ProducerGulshan Kumar, Mukesh Bhatt External LinksAashiqui at IMDB      Aashiqui at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement