Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Gaao Taraane Man Ke Ji, Chham Chham
4.56 - 50 votes
Dilip Kumar, Nimmi, Prem Nath, Cuckoo, Nadira, Mukri
Dance Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Gaao Taraane Man Ke Ji, Chham Chham - गाओ तराने मन के जी, छम छम

hoy he hoy gaao taraane man ke ji
aashaa aai dulhan ban ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham chham-chham chham-chham
hoy aaj khushi ban-than ke ji
kar ghar aai hai dulhan ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham chham-chham chham-chham

dhak-dhak man me dholak baaje
chham-chham pag me paayal
ho chham-chham pag me paayal aa aa
hoy dhak-dhak man me dholak baaje
chham-chham pag me paayal
baalam ki nazro ne
baalam ki nazro ne kiya hai aaj mera dil ghayal aa
hoy baalam ki nazro ne kiya hai aaj mera dil ghayal
bhed mai apne kholu na, kuchh bolu na, sag dolu na
tir chale chitawan ke ji
rimajhim aaye din saawan ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham aaha chham-chham waah chham-chham

apne piya ki jogan ban jaa
chhod de mahal-dumahale
ho chhod de mahal-dumahale o
hoy apne piya ki jogan ban jaa
chhod de mahal-dumahale
phul wahi sachha hai
phul wahi sachha hai jo kanto ke dukh bhi sah le ho
hoy phul wahi sachha hai jo kanto ke dukh bhi sah le
pyaar ko jab tum jaanoge, pahachaanoge, phir maanoge
rup naye jiwan ke ji, milte hai dware sajan ke ji
naacho naacho man ki taal pe

hoy gaao taraane man ke ji
aasha aayi dulhan ban ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham chham-chham chham-chham
hoy aaj khushi ban-than ke ji
kar ghar aai hai dulhan ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham chham-chham chham-chham
aa aa aa


lyrics of song Gaao Taraane Man Ke Ji, Chham Chham

Comments for lyrics of song "Gaao Taraane Man Ke Ji, Chham Chham"
Riaz Ali on Sunday, October 30, 2011
Chorus songs brought great sentiments in hindi films and the people chased
after good songs. Chorus of film mela and others were so popular. These are
songs which will ever remain alive so far music lover exist. These have
universal appeal devoid of time and period. Thanks.

hira1ft on Thursday, August 09, 2012
Great song, one of my father's best favourite. Beautiful dresses and fine music.
Wish time stood stil..!
Thanks ''erosentertainment'' for giving us back some of our joyous past.

Eleni Kouzari on Sunday, June 24, 2012
I am Greek Cypriot.This song has a Greek version, taken from this original
Hindi song. It was recorded by one of Greece's most popular singers of the
50's and 60's, Manolis Angelopoulos.Can be spelt Aggelopoulos. Enjoy the
Greek version, just as I enjoy the original!

dakusaab on Monday, September 12, 2011
how can you beat this song the great mehboob and naushad ther will be no
other yusuf khan bring tears in my eyes remember my village now ive lost
avery thing very good memorys with song deep sye

shykhan3 on Monday, February 20, 2012
I really love this movie specially the story and its songs ... One of the
most popular movie of Yousaf Khan[Delip Kumar]..thanks for sharing this
mellow song .

View all 16 comments related to song Gaao Taraane Man Ke Ji, Chham Chham - गाओ तराने मन के जी, छम छम


Film cast: Dilip Kumar, Nadira, Nimmi, Murad, Premnath, Mukri, Amir Bano, Cuckoo, Sheela Nayak, Maya, Abdul, Neelam Kothari, Maharaj
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Director: Naushad Ali
Film Director: Mehboob Khan
Film Producer: Mehboob
External Links: Aan at IMDB    Aan at Wikipedia
Watch Full Movie: Aan at YouTube    Aan at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy