|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Gali Gali Shor Hai, Sethiya Chor Hai - गली गली शोर है, सेठिया चोर हैgali gali shor hai, kya hai kya hai sethiya chor hai, ha ha chor hai
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam

isne kitno ka ghar luta, kitno ka dil toda

tang kisine todi iski, haay langada kar chhod a
aara ra ra ra ra
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
aati jaati ladki se ye khele aankh matakka

sab kehate hai sach kehate hai ye badmaash hai pakka
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
kaale lakshan kaali surat, kaala isaka dhanda
iski gardan mein daalenge hum phaansi ka phanda
likhta kuchh hai deta kuchh hai, leta kuchh hai yaaro
bich sadak mein nanga karke isko goli maaro
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
gali gali shor hai, sethiya chor hai gali gali shor hai, sethiya chor hai
upar se kuchh aur hai, andar se kuchh aur hai
muh mein raam ka naam parantu, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam ye parantu ulate saare kaam
muh mein raam ka naam, ulate saare kaam parantu
muh mein raam ka naam o kintu, ulate saare kaam
|
Comments for lyrics of song "Gali Gali Shor Hai, Sethiya Chor Hai" |
|
tnsmani17 on Sunday, August 22, 2010 why u hve not posted jaiyon jaiyon na jaiyo tu sung by kishore with Sabina Yasmin
|
Aar Paar |
Film cast: | Mithun Chakraborty, Meenakshi Seshadri, Roshni, Nutan, Asit Sen, Utpal Dutt, Manik Dutt, Tarun | Singer: | Asha Bhosle, Shailendra Singh, Kishore Kumar, Sabina Yasmin, R D Burman | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | R D Burman | Film Director: | Shakti Samanta | Film Producer: | Shakti Samanta | External Links: | Aar Paar at IMDB Aar Paar at Wikipedia | Watch Full Movie: | Aar Paar at YouTube |
|
|
|