Video of "Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa" from YouTube
Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa Video Thumbnail
Advertisement
Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa - ग़म दिये मुस्तक़िल, कितना नाज़ुक है दिल, ये ना जाना
Lyrics of Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa - ग़म दिये मुस्तक़िल, कितना नाज़ुक है दिल, ये ना जाना
gam diye mustaqil, itna naazuk hai dil, ye na jaana
haay haay ye zaalim zamana
de uthe daag lo unse ai mahalo kah sunana
haay haay ye zaalim zamana

dil ke haatho se daaman chhuda kar
gam ki nazaro se nazare bacha kar
il ke haatho se daaman chhuda kar
gam ki nazaro se nazare bacha kar
uthke vo chal diye, kahte hi rah gaye ham fasana
haay haay ye zaalim zamaanaa

koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe
koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe
phuk raha hai jigar, pad raha hai magar muskurana
haay haay ye zaalim zamaanaa
gam diye mustaqil, itna naazuk hai dil, ye na jaana
haay haay ye zaalim zamana
lyrics of song Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa
Poetic Translation - Lyrics of Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa - ग़म दिये मुस्तक़िल, कितना नाज़ुक है दिल, ये ना जाना
They gave grief, unending, never knowing
How fragile the heart, alas, this cruel world showing.
They left wounds, a crescent moon, say to her
Alas, alas, this cruel world, a harsh murmur.

Slipping the hand of the heart, they fled,
From sorrow's gaze, the path ahead.
Slipping the hand of the heart, they fled,
From sorrow's gaze, the path ahead.
They rose and walked, leaving a tale untold,
Alas, alas, this cruel world, grown cold.

Let someone see my plight, see love's harsh decree,
Let someone see my plight, its agony.
My heart is burning, yet I must feign ease,
Alas, alas, this cruel world, if you please.
They gave grief, unending, never knowing
How fragile the heart, alas, this cruel world showing.

Shahjehan (1946) - Movie Details
Film CastK L Sehgal, Ragini, Jairaj, Nasreen, Rehman, Himalaya, Anwari, Sulochana, Kanwar, Peerjan SingerNaseem, Akhtar, Uma Devi, K I Saigal, Shamshad Begum, Mohammed Rafi LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByNaushad Ali DirectorA R Kardar External LinksShahjehan at IMDB       Movie at YTShahjehan at YT    Shahjehan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement