Video of "Ganapati Bappa Moraya, Deva Ho Deva, Tumase Badh Kar Kaun" from YouTube
Ganapati Bappa Moraya, Deva Ho Deva, Tumase Badh Kar Kaun Video Thumbnail
Advertisement
Ganapati Bappa Moraya, Deva Ho Deva, Tumase Badh Kar Kaun - गणपति बप्पा मोरया, देवा हो देवा, तुमसे बढ़ कर कौन
Lyrics of Ganapati Bappa Moraya, Deva Ho Deva, Tumase Badh Kar Kaun - गणपति बप्पा मोरया, देवा हो देवा, तुमसे बढ़ कर कौन
ganpati bappa morya, mangal murti morya
ganpati bappa morya, mangal murti morya
morya re bappa morya re
morya re bappa morya re

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
humse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun

adbhut rup ye kaya bhari mahima badi hai darshan ki
prabhu mahima badi hai darshan ki
bin maange puri ho jaye jo bhi ichchha ho man ki
prabhu jo bhi ichchha ho man ki
o jo bhi ichchha ho man ki
ganpati bappa morya, mangal murti morya
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
humse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun

chhoti si aasha laya hu chhote se man me data
is chhote se man me data
maangne sab aate hai pahle sacha bhakt hi hai pata
sacha bhakt hi hai pata
o sacha bhakt hi hai pata
ganpati bappa morya, mangal murti morya
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
humse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun

bhakto ki is bhid me aise bagula bhakat bhi milte hai
ha bagula bhakat bhi milte hai
bhes badal kar ke bhakto ka jo bhagwan ko chhalte hai
are jo bhagwan ko chhalte hai
o jo bhagwan ko chhalte hai
ganpati bappa morya, mangal murti morya
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
humse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun

ek daal ke phulo ka bhi alag alag hai bhagay raha
prabhu alag alag hai bhagay raha
dil me rakhna dar uska mat bhul vidhata jaag raha
mat bhul vidhata jaag raha
o mat bhul vidhata jaag raha
ganpati bappa morya, mangal murti morya
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
humse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
swami tumse badhkar kaun
Poetic Translation - Lyrics of Ganapati Bappa Moraya, Deva Ho Deva, Tumase Badh Kar Kaun - गणपति बप्पा मोरया, देवा हो देवा, तुमसे बढ़ कर कौन
The Father of Beginnings, Moraya, the Auspicious Form, Moraya,
The Father of Beginnings, Moraya, the Auspicious Form, Moraya,
Moraya Re, Father Moraya Re, Moraya Re, Father Moraya Re.

God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?
And among your devotees, who is greater than us?
Greater than us?
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?

This wondrous form, a heavy grace, great is the glory of Your vision,
Lord, great is the glory of Your vision.
Without asking, all is fulfilled, whatever wish is in the heart,
Lord, whatever wish is in the heart,
Oh, whatever wish is in the heart.
The Father of Beginnings, Moraya, the Auspicious Form, Moraya,
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?
And among your devotees, who is greater than us?
Greater than us?

A small hope I bring, in a small heart, O Giver,
In this small heart, O Giver.
All come to ask, but first, the true devotee finds,
The true devotee finds,
Oh, the true devotee finds.
The Father of Beginnings, Moraya, the Auspicious Form, Moraya,
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?
And among your devotees, who is greater than us?
Yes, greater than us?
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?

In this crowd of devotees, such hypocrites are also found,
Yes, hypocrites are also found.
Changing their guise as devotees, who deceive the Lord,
Oh, who deceive the Lord.
The Father of Beginnings, Moraya, the Auspicious Form, Moraya,
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?
And among your devotees, who is greater than us?
Yes, greater than us?
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?

Even the flowers on a single branch have different destinies,
Lord, have different destinies.
Keep His fear in your heart, do not forget, the Creator is awake,
Do not forget, the Creator is awake,
Oh, do not forget, the Creator is awake.
The Father of Beginnings, Moraya, the Auspicious Form, Moraya,
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?
And among your devotees, who is greater than us?
Greater than us?
God of Gods, Ganapati Deva, who is greater than You?
Lord, who is greater than You?

Humse Badhkar Kaun (1981) - Movie Details
Film CastMithun Chakraborty, Ranjeeta, Danny Denzongpa, Vijayendra Ghatge, Ranjeet, Amjad Khan, Padmini Kapila, Neeta Mehta, Kajal Kiran SingerUsha Mangeshkar, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Asha Bhosle, Shailendra Singh, Mohammed Rafi, Bhupinder Singh, Sapan Chakraborty LyricistRavinder Rawal Music ByRam Lakshman DirectorDeepak Bahry ProducerPranlal Mehta External LinksHumse Badhkar Kaun at IMDB      Humse Badhkar Kaun at Wikipedia Movie at YTHumse Badhkar Kaun at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement