Video of "Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti" from YouTube
Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti Video Thumbnail
Advertisement
Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti - गरीबों को ये दुनिया चैन से जीने नहीं देती
Lyrics of Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti - गरीबों को ये दुनिया चैन से जीने नहीं देती
garibo ko ye duniya, chain se jeene nahi deti
hansi ke jaam se do ghunt pine nahi deti
chale hain thokre khate
chale hain chot ye khate, unhe duniya se thukraye
isi ka naam duniya hai
isi ka naam duniya hai, to hum duniya se baaz aaye
chale hain thokre khate

juba ban kar ye kahte hain, dil-e-barbad ki shane
watan me chain se
watan me chain se, rahne na de jisko watan wale
bataye aasma wo bewatan, jaye kaha jaye
bataye aasma wo bewatan, jaye kaha jaye
isi ka naam duniya hai
isi ka naam duniya hai, to hum duniya se baaz aaye
chale hain thokre khate
lyrics of song Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti
Poetic Translation - Lyrics of Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti - गरीबों को ये दुनिया चैन से जीने नहीं देती
This world, it denies the poor their peace,
Refusing them sips from laughter's release.
We wander, stumbling,
We wander, stumbling, rejected by all,
This world, they say, is all.
This world, they say, is all, then from it we withdraw,
We wander, stumbling.

A tongue it becomes, speaking of hearts undone,
In our homeland, peace…
In our homeland, peace, the very homeland denies.
Tell the homeless sky, where shall they run?
Tell the homeless sky, where shall they run?
This world, they say, is all.
This world, they say, is all, then from it we withdraw,
We wander, stumbling.

Man Ka Meet (1950) - Movie Details
Film CastNirupa Roy SingerMohammed Rafi, Geeta Dutt, Chunnilal Pardesi, Zohrabai, A R Ojha LyricistDeepak, Deena Nath Madhok, Sarshar Sailani, Pandit Indra Music BySardul Kwatra DirectorRatilal Hemchand Punatar External LinksMan Ka Meet at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement