Video of "God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan" from YouTube
Advertisement
God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan - गॉड अल्लाह और भगवान ने बनाया एक इंसान
SingerShreya Ghoshal, Sonu Nigam
Music byRajesh Roshan
LyricistSameer
ActorPriyanka Chopra, Hrithik Roshan
CategoryHappy Songs
MovieKrrish 3 (2013)
Lyrics of God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan - गॉड अल्लाह और भगवान ने बनाया एक इंसान
god, allah aur bhagwan ne banaya ek insaan

aaya zameen pe lekar woh upar waale ka farmaan
woh dosto ka hai dost, yaaro ka hai yaar
jiska naam sun ke kaanpe har shaitan

woh tujhme bhi hai, woh mujhme bhi hai
kahin na kahin woh hum sab me hai
woh tujhme bhi hai, woh mujhme bhi hai
kahin na kahin woh hum sab me hai
sab me woh chhupa hai use pehchaan le
uska jo iraada hai woh hum thaan le

jahaan kal woh tha akela khada
kadam apna bhi udhar chal pada
jahaan kal woh tha akela khada
kadam apna bhi udhar chal pada
dil ke khwabo ki jannat sajaayenge hum
pyar ka savera leke aayenge hum

Poetic Translation - Lyrics of God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan - गॉड अल्लाह और भगवान ने बनाया एक इंसान
God, Allah, and Bhagwan, they fashioned a soul,
God, Allah, and Bhagwan, a human whole.
He came to this earth, a divine decree in hand,
A friend to all friends, the dearest in the land.
Whose very name makes every devil weep,
God, Allah, and Bhagwan, secrets to keep.

He dwells in you, and He dwells in me,
Somewhere within, for all to see.
He dwells in you, and He dwells in me,
Somewhere within, eternally.
Hidden in all, let your heart perceive,
His will for us, we must believe.
Hidden in all, let your heart perceive,
His will for us, we must achieve.
A friend to all friends, the dearest in the land,

Where yesterday He stood, alone and true,
Our own footsteps, we now pursue.

We'll build in our hearts, a paradise bright,
Bringing the dawn, with love's pure light.

Krrish 3 (2013) - Movie Details
Film CastHrithik Roshan, Priyanka Chopra, Vivek Oberoi, Arif Zakaria, Kangna Ranaut, Shaurya Chauhan, Rakhi Sawant
SingerSonu Nigam, Shreya Ghoshal, Mamta Sharma, Neeraj Shridhar, Mohit Chauhan, Monali Thakur, Zubeen Garg, Alisha Chinoy, Anirudh Bhola, Rajesh Roshan, Bob
LyricistSameer
Music ByRajesh Roshan
DirectorRakesh Roshan
ProducerRakesh Roshan
External LinksKrrish 3 at IMDB Krrish 3 at Wikipedia
Movie at YTKrrish 3 at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films