Video of "Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar" from YouTube
Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar Video Thumbnail
Advertisement
Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar - गुलशन पे है बहार कोयल की है पुकार पिया आजा रे
Lyrics of Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar - गुलशन पे है बहार कोयल की है पुकार पिया आजा रे
gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re
gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re
gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re

bita jo bachapan to aayi javaani
bita jo bachapan to aayi javaani
uski kahaani piya tumko sunaani
uski kahaani piya tumko sunaani
jiya hai beqaraar baate to ho do-chaar piya aaja re
gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re

sakhiyo ne daale hai ambava pe jhule
sakhiyo ne daale hai ambava pe jhule
aise samay me saiya tum hamko bhule
aise samay me saiya tum hamko bhule
jivan ke ye din chaar kyun jaane de bekaar piya aaja re
gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re

aankho me aa ke piya dil me sama ja
aankho me aa ke piya dil me sama ja
ujadi huyi tu meri duniya basa ja
ujadi huyi tu meri duniya basa ja
chhedege man ke taar gaayenge ham malhaar piya aaja re
gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re
lyrics of song Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar
Poetic Translation - Lyrics of Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar - गुलशन पे है बहार कोयल की है पुकार पिया आजा रे
The gardens bloom, the cuckoo's call, Beloved, return to me.
The gardens bloom, the cuckoo's call, Beloved, return to me.
The gardens bloom, the cuckoo's call, Beloved, return to me.

Childhood's passing, youth has come to bloom,
Childhood's passing, youth has come to bloom,
A tale to tell, Beloved, through the gloom,
A tale to tell, Beloved, through the gloom,
A restless heart, let whispers softly soar, Beloved, return to me.
The gardens bloom, the cuckoo's call, Beloved, return to me.

My friends have swung on mango boughs so high,
My friends have swung on mango boughs so high,
In such a time, my love, why do you fly?
In such a time, my love, why do you fly?
Let life's short days not uselessly drift by, Beloved, return to me.
The gardens bloom, the cuckoo's call, Beloved, return to me.

Come to my eyes, Beloved, fill my soul,
Come to my eyes, Beloved, fill my soul,
Rebuild the world, and make my spirit whole,
Rebuild the world, and make my spirit whole,
We'll pluck the strings of hearts, and songs extol, Beloved, return to me.
The gardens bloom, the cuckoo's call, Beloved, return to me.

Jag Biti (1946) - Movie Details
SingerSuraiya LyricistShams Lakhnavi, Husaini, Nazim Panipati Music ByGhulam Haider External LinksJag Biti at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement