Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Gurjar Aandolan Saryam Karege - गुर्जर आन्दोलन सरयाम करेगे
yada yada hi dharmasya glaanirbhavati bhaarat
abhyutthaanam dharmasya tadaatmaanam srijaamyaham
paritranaay saadhunaam vinaashaay cha dushkritaam
dharm sansthaapanaarthaay sambhavaami yuge yuge
chahe raat ki narmi ho
bhale dhup ki garmi ho
chahe raat ki narmi ho
bhale dhup ki garmi ho
sadke hum rokenge chakka jaam karenge
gujar andolan sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge, sareaam karenge
gujar andolan sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge
desh ka gujar ek ho gayo
kaam yo kitna nek ho gayo
desh ka gujar ek ho gayo
kaam yo kitna nek ho gayo
chaal chali na unki koi
system saro break ho gayo
system saro break ho gayo
un sab gandgaro ka kaam tamam karenge
un sab gandgaro ka kaam tamam karenge
gujar andolan sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge, sareaam karenge
gujar andolan sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge
are gunda raaj kaa wakt tal gayo
saro pe apne kafan saj gayo
are gunda raaj kaa wakt tal gayo
saro pe apne kafan saj gayo
kadam badhaye rakhna sathi, jung-e-hak ko bigul baj gayo
jung-e-hak ko bigul baj gayo
unko ab satta se patta saaf karenge
unko ab satta se patta saaf karenge
gujar andolan sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge, sareaam karenge
gujar andolan sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge, sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge, sareaam karenge, sareaam karenge
sareaam karenge, sareaam karenge, sareaam karenge
Comments for lyrics of song "Gurjar Aandolan Saryam Karege"
K.C. MEENA RPF (CHANDA) on Sunday, November 09, 2014 Mere priye bhai
Mai meena hone ki vajah se aap ya kisi jaati vishesh ki Ninda ya Badai
(बढाई) nahi kar raha hu bulki hamare SAMVIDHAN ke Apmaan ke khilaap ek
aavaj nikaal raha hu ; jiski aap dhajjiya uda rahe hai**
Comments padne ke baad aap INDIA'S CONSTITUTION ko padna jisme likha hoga
ki ☞ KOI BHI VYAKTI YA SANSTHA KISI BHI SAMAAJ KA APMAN YA USKA PRACHAR
NAHI KAREGA .**
Haa sarkaar gungi nahi hoti hai bulki hum gunge hote hai jo apni maango ko
sarkaar se shaantipurvak mangte hi nahi hai
K.C. MEENA RPF (CHANDA) on Thursday, November 06, 2014 Sanskrity ka naash hamne nahi kiya hai aap karne jaa rahe hai
Aapne BHARAT KE CONSTITUTION ka Apmaan kiya hai
Dausa me humne Gurjaro ko nahi mara tha ? Kyuki hum aapki tarah kisi bhi
Maang ko HINSA , AANDOLAN, RAIL-JAAM ke dwara nahi maangte hai!
My dear..
Aap hi bataye ki Kya kisi bhi caste ( jaati) vishesh par koi prachaar film
ya uski prasiddi ke liye hum koi kadam uta sakte hai kya?
Your sincerely Kailash
K.C. MEENA RPF (CHANDA) on Thursday, October 23, 2014 गुर्जर समाज पहले ये तो जाने कि भारत को संस्कृति और ससभ्यताओं का देश कहा
जाता है
Ye aandolan nahi sanskriti ka NAAS karne wala video hai
I HATE THIS VIDEO
Mai meena hone ki khaatir yeh comment nahi kar raha hu