Video of "Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya" from YouTube
Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya Video Thumbnail
Advertisement
Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya - है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया
Lyrics of Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya - है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया
hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya

jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya

mai hun ek panchi akela is gagan ki chhav me

udate udate aa gaya hu badalo ke gaav me
apne hi sapno ki dhun me chalte chalte kho gaya
hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya

sun bhi lo gam ki sadaye dard ka paigaam lo

dagamagate ja rahe hai aa ke humko tham lo
phir na kehana zindagi ka aasra ghum ho gaya
hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya
jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya
hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya
lyrics of song Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya
Poetic Translation - Lyrics of Hai Ye Duniya Kaun Si Ai Dil Mujhe Kya Ho Gaya - है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया
What world is this, oh heart, what has become of me?

Like a traveler lost, arrived at his destiny.

I am a lonely bird, beneath the sky's embrace,

Flying, I've arrived in clouds' ethereal space.
Lost in the rhythm of dreams, I've gone astray,
What world is this, oh heart, what has become of me?

Hear the echoes of sorrow, the message pain imparts,

We are faltering, come, and hold our failing hearts.
Do not say again, life's refuge has slipped away,
What world is this, oh heart, what has become of me?
Like a traveler lost, arrived at his destiny.
What world is this, oh heart, what has become of me?

Sailaab (1956) - Movie Details
Film CastRam Singh, Geeta Bali, Smriti Biswas SingerGeeta Dutt, Lakshmi Roy, Hemant Kumar LyricistMajrooh Sultanpuri, Madhukar Rajasthani, Hasrat Jaipuri, Shailendra Music ByMukul Roy DirectorGuru Dutt External LinksSailaab at IMDB      Sailaab at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement