Video of "Hai Agar Dushman (Hum Kisi Se Kam Nahi)" from YouTube
Hai Agar Dushman (Hum Kisi Se Kam Nahi) Video Thumbnail
Advertisement
Hai Agar Dushman (Hum Kisi Se Kam Nahi) - है अगर दुश्मन (हम किसी से कम नहीं)
Lyrics of Hai Agar Dushman (Hum Kisi Se Kam Nahi) - है अगर दुश्मन (हम किसी से कम नहीं)
hai agar dushman hai agar dushman dushman
zamana gam nahi gam nahi
hai agar dushman dushman
zamana gam nahin gam nahi koi aaye
koi aaye koi aaye koi aaye koi
hum kisi se kam nahi kam nahi

hai agar dushman dushman
zamana gam nahi gham nahi koi aaye koi
hum kisi se kam nahi kam nahi
hai agar dushman dushman
zamana gham nahi gham nahi
hai agar dushman dushman

kya karein dil ki jalan ko
is mohabbat ke chalan ko
jo bhi ho jaaye ke ab to
sar se bandha hai kafan ko
hum to deewane diljale
zulm ke saaye mein pale
daal kar aankhon ko tere rukhsaron pe
roz hi chalte hain hum to angaron pe

aaj hum jaise jigar waale kaha aaha
zakm khaya hai tab huye hai jawan aaha
teer ban jaaye dosto ki nazar aaha
ya bane khanjar dushmanon ki zubaan aaha
baithe hain tere dar pe to kuch kar ke uthenge
ya tujhko hi le jaayenge ya mar ke uthenge
aaj hum jaise jigar waale kaha
zakm khaya hai tab huye hain jawan

aaj to duniya aaj to duniya duniya
nahi ya hum nahi hum nahi koi aaye koi
hum kisi se kam nahi kam nahi
hai agar dushman ddushman
zamana gham nahin gham nahi
hai agar dushman dushman

lo zara apni khabar bhi
ik nazar dekho idhar bhi
husn waale hi nahi hum
dil bhi rakhte hai jigar bhi
jhoom ke rakha jo kadam
reh gayi zanjeer-e-sitam
kaise ruk jaayenge hum kisi chilman se
zulfon ko bandha hai yaar ke daaman se

ishq jab duniya ka nishana bana aaha
husn bhi ghabra ke deewana bana aaha
mil gaye rang-e-hina khoon-e-jigar aaha
tab kahi rangin ye fasana bana aaha
bhesh majnu ka liya maine jo laila ho kar
rang laya hai dupatta mera maila ho kar
ishq jab duniya ka nishana bana
husn bhi ghabra ke deewana bana

ye nahi samjho ye nahi samjho samjho
ke ham mein dam nahi dam nahi koi aaye
koi aaye koi aaye koi aaye koi
hum kisi se kam nahi kam nahi
hai agar dushman dushman
zamana gham nahi gham nahi
hai agar dushman dushman
Poetic Translation - Lyrics of Hai Agar Dushman (Hum Kisi Se Kam Nahi) - है अगर दुश्मन (हम किसी से कम नहीं)
If the world, a foe, a foe indeed,
Then sorrow holds no sway, no need.
If the world, a foe, a foe's embrace,
Then sorrow finds no dwelling place.
Let them come, let them all convene,
We are not less, we are not mean.

If the world, a foe, a foe's design,
Then sorrow holds no power of mine.
Let them come, let them assemble all,
We are not less, we shall not fall.
If the world, a foe, a foe's command,
Then sorrow finds no place in land.
If the world, a foe, a foe's cruel hand…

What to do with heart's burning fire,
This love, this burning desire?
Whatever the world may decree,
We’ve bound the shroud to set us free.
We are mad, hearts ablaze we claim,
In shadows of pain, we play our game.
Gazing into your eyes, so fair,
We tread on coals beyond compare.

Where are hearts like ours, oh where?
Wounds we bear, to life we share.
Arrows the eyes of friends now send,
Or daggers from foes, their words transcend.
At your door, we'll remain our stand,
Either with you, or leave this land.
Where are hearts like ours, oh where?
Wounds we bear, to life we share.

Today the world, today the world's hold,
Or we, or nothing to behold.
Let them come, all who may try,
We are not less, we will not die.
If the world, a foe, a foe's art,
Then sorrow holds no place in heart.
If the world, a foe, a foe's display…

Take heed of us, turn your gaze,
Look upon our burning ways.
We are not mere beauty's facade,
Hearts we hold, with courage clad.
When we dance, our steps are bold,
Chains of sorrow, we have sold.
How can we stay, behind a screen?
Our locks are bound, to love's unseen.

When love, the world's target, took its aim,
Beauty, too, grew wild, aflame.
Colors of henna, with blood combined,
Then this tale, its hues now aligned.
I took Majnun's guise, for Layla's plea,
My scarf stained red, for all to see.
When love, the world's target took its aim,
Beauty, too, grew wild, aflame.

Do not think, do not believe,
That in us, all power, we retrieve.
Let them come, let them all appear,
We are not less, we hold no fear.
If the world, a foe, a foe's game,
Then sorrow holds no flame.
If the world, a foe, a foe's name…

Hum Kisi Se Kum Naheen (1977) - Movie Details
Film CastRishi Kapoor, Kajal Kiran, Tariq, Amjad Khan, Kamal Kapoor, Om Shiv Puri, Murad, Vimal Ahuja, Master Bunty, Baby Rani, Leena Das, Tom Alter, Ajit, Zeenat Aman, S Banerji, Aarti, Nandita Thakur, Nitin Sethi, Agha, Jalal Aga, Ravindra Kapoor, Bhushan Tiwari, Ashoo, Sushma, Shefali, Rani, Arpana, Ratna, Yashraj, Ahmad Khan, Rajendra Singh, Amarjeet, Rajesh, Omi, Chandan, Maqsood SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, R D Burman LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByR D Burman DirectorNasir Hussain ProducerNasir Hussain External LinksHum Kisi Se Kum Naheen at IMDB      Hum Kisi Se Kum Naheen at Wikipedia Movie at YTHum Kisi Se Kum Naheen at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement