Video of "Hai Naa Bolo Bolo, Paapaa Ko Mammi Se Pyar" from YouTube
Hai Naa Bolo Bolo, Paapaa Ko Mammi Se Pyar Video Thumbnail
Advertisement
Hai Naa Bolo Bolo, Paapaa Ko Mammi Se Pyar - है ना बोलो बोलो, पापा को मम्मी से प्यार
Lyrics of Hai Naa Bolo Bolo, Paapaa Ko Mammi Se Pyar - है ना बोलो बोलो, पापा को मम्मी से प्यार
hai naa bolo bolo, hai naa bolo bolo
papa ko mammi se, mammi ko papa se, pyar hai, pyar hai
hai naa bolo bolo, hai naa bolo bolo
papa ko mammi se, mammi ko papa se, pyar hai, pyar hai

papa mammi milate hai, chupke-chupke haste hai
papa mammi milate hai, chupke-chupke haste hai
jane kya-kya kehte hai, baate karte rahte hai
papa mammi milate hai, chupke-chupke haste hai
jane kya-kya kehte hai, bate karte rahte hai
hai naa bolo bolo, hai naa bolo bolo
papa ko mammi se, mammi ko papa se, pyar hai, pyar hai

mammi teri achchhi hai, kitni bholi-bhali hai
papa bhi to achchhe hai kitne pyare-pyare hai
mammi teri achchhi hai, kitni bholi-bhali hai
papa bhi to achchhe hai kitne pyare-pyare hai
hai naa bolo bolo, hai naa bolo bolo
munni bolo bolo, dipu bolo bolo
papa ko mammi se, mammi ko papa se, pyar hai, pyar hai

papa se mai bolungi mammi ko ghar le aaye
mammi se mai bolunga sath mujhe bhi le jaaye
papa se mai bolungi mammi ko ghar le aaye
mammi se mai bolunga sath mujhe bhi le jaaye
mammi bolo bolo, papa bolo bolo
mammi bolo bolo, papa bolo bolo
papa ko mammi se, mammi ko papa se, pyar hai, pyar hai
hai naa bolo bolo, hai naa bolo bolo
papa ko dipu se, mammi ko munni se, pyar hai, pyar hai
pyar hai, pyar hai
lyrics of song Hai Naa Bolo Bolo, Paapaa Ko Mammi Se Pyar
Poetic Translation - Lyrics of Hai Naa Bolo Bolo, Paapaa Ko Mammi Se Pyar - है ना बोलो बोलो, पापा को मम्मी से प्यार
Isn't it so, tell me, isn't it so?
Papa to Mama, Mama to Papa, love is, love is.
Isn't it so, tell me, isn't it so?
Papa to Mama, Mama to Papa, love is, love is.

Papa, Mama meet, secretly they laugh,
Papa, Mama meet, secretly they laugh.
Who knows what they say, they talk on and on.
Papa, Mama meet, secretly they laugh.
Who knows what they say, they talk on and on.
Isn't it so, tell me, isn't it so?
Papa to Mama, Mama to Papa, love is, love is.

Mama of yours is good, so innocent,
Papa is also good, so very dear.
Mama of yours is good, so innocent,
Papa is also good, so very dear.
Isn't it so, tell me, isn't it so?
Munni, tell me, Dipo, tell me.
Papa to Mama, Mama to Papa, love is, love is.

To Papa I will say, bring Mama home,
To Mama I will say, take me along too.
To Papa I will say, bring Mama home,
To Mama I will say, take me along too.
Mama, tell me, Papa, tell me,
Mama, tell me, Papa, tell me,
Papa to Mama, Mama to Papa, love is, love is.
Isn't it so, tell me, isn't it so?
Papa to Dipo, Mama to Munni, love is, love is.
Love is, love is.

Andaz (1971) - Movie Details
Film CastShammi Kapoor, Hema Malini, Rajesh Khanna, Roopesh Kumar, Ajit, Sonia Sahni, Simi Garewal, Aruna Irani, Achla Sachdev, David SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Pratibha LyricistHasrat Jaipuri Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorRamesh Sippy ProducerG P Sippy External LinksAndaz at IMDB      Andaz at Wikipedia Movie at YTAndaz at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement