Video of "Hairan Dekh Kar Ho Khuda Ke Shabab Ho" from YouTube
Hairan Dekh Kar Ho Khuda Ke Shabab Ho Video Thumbnail
Advertisement
Hairan Dekh Kar Ho Khuda Ke Shabab Ho - हैरान देख कर हों खुदा के शवाब हों
Lyrics of Hairan Dekh Kar Ho Khuda Ke Shabab Ho - हैरान देख कर हों खुदा के शवाब हों
hairan dekh kar hairan dekh kar
ho kuda ke shabab ho
airan dekh kar hairan dekh kar
ho kuda ke shabab ho
duniya me hay duniya me
pehli bar khila woh gulab ho
hairan dekh kar
hairan dekh kar hairan dekh kar
ho kuda ke shabab ho
duniya me hay duniya me
pehli bar khila woh gulab ho
hairan dekh kar ho khuda

sawan kee ghata chir ke nikali woh dhup ho
shayar naa likh sake woh ghajhal
sawan kee ghata chir ke nikali woh dhup ho
shayar naa likh sake woh ghajhal
aisa rup ho tum aisa rup ho
jal jayege farishte woh intkhab ho duniya me
duniya me hay duniya me
pehli bar khila woh gulab ho
hairan dekh kar ho kuda

abb tak naa kisi ko mila tum woh khitab ho
kismat me likha jo meree
abb tak naa kisi ko mila tum woh khitab ho
kismat me likha jo meree
woh mahatab ho woh mahatab ho
jiska nahee jawab koyee
woh jawab ho duniya me
duniya me hay duniya me
pehli bar khila woh gulab ho
hairan dekh kar hairan dekh kar
ho kuda ke shabab ho
duniya me hay duniya me
pehli bar khila woh gulab ho
hairan dekh kar ho khuda
lyrics of song Hairan Dekh Kar Ho Khuda Ke Shabab Ho
Poetic Translation - Lyrics of Hairan Dekh Kar Ho Khuda Ke Shabab Ho - हैरान देख कर हों खुदा के शवाब हों
Awe beholds, a gaze of awe,
A divine reward, a blessed draw.
Awe beholds, a gaze of awe,
A divine reward, a blessed draw.
In this world, alas, in this world,
A rose unfurls, a maiden's world.
Awe beholds.
Awe beholds, a gaze of awe,
A divine reward, a blessed draw.
In this world, alas, in this world,
A rose unfurls, a maiden's world.
Awe beholds, oh God.

Piercing the monsoon's veiled grace, a sunlit gleam,
A poem unwritten, a silent dream.
Piercing the monsoon's veiled grace, a sunlit gleam,
A poet's pen, unable to stream.
Such beauty you hold, such beauty you hold,
Angels would burn, a story told.
In this world, alas, in this world,
A rose unfurls, a maiden's world.
Awe beholds, oh God.

A title unclaimed, a treasure untold,
Destined to be, a heart of gold.
A title unclaimed, a treasure untold,
Fate's embrace, a story of old.
A moonlit embrace, a moonlit embrace,
Unmatched, beyond time and space.
In this world, alas, in this world,
A rose unfurls, a maiden's world.
Awe beholds, a gaze of awe,
A divine reward, a blessed draw.
In this world, alas, in this world,
A rose unfurls, a maiden's world.
Awe beholds, oh God.

Bewafa Se Wafa (1992) - Movie Details
Film CastVivek Mushran, Juhi Chawla, Nagma, Pran, Prem Chopra, Aruna Irani, Mehmood SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Vipin Sachdev LyricistSaawan Kumar Tak Music ByUsha Khanna DirectorSawan Kumar Tak ProducerSawan Kumar Tak External LinksBewafa Se Wafa at IMDB       Movie at YTBewafa Se Wafa at YT    Bewafa Se Wafa at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement