Video of "Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane" from YouTube
Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane Video Thumbnail
Advertisement
Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane - हम तो थे अनजाने हम दोनों ये न जाने
Lyrics of Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane - हम तो थे अनजाने हम दोनों ये न जाने
ham to the anajaane, ham dono ye na jaane
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe
ham to the anjaane, ham dono ye na jaane
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe

pyaar ki koyi jaat nahin hai, na jaane isaki boli
pyaar ki koyi jaat nahin hai, na jaane isaki boli
nazar to pahali nazar se, boli bina kuchh bole hamjoli
na kuchh soche, na kuchh samjhe yaar
yaar dilbar yaar, aankhe chaar kar baithe
yaar dilbar yaar, aankhe chaar kar baithe
ham to the anjaane, ham dono ye na jaane
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe

aap kuchh bolo haan haan
haan hamjoli haan lagta, thoda samajh rahe ho

khwaab mein bhi na socha tha, ke ham aise mil jaayenge
khvaab mein bhi na socha tha, ke ham aise mil jaayenge
do daali ke phul kabhi ek daali pe khil jaayenge
na kuchh soche, na kuchh samjhe
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe
ham to the anajaane, ham dono ye na jaane
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe
yaar dilbar yaar kab ham, pyaar kar baithe

lyrics of song Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane
Poetic Translation - Lyrics of Ham To The Anajaane Ham Donon Ye Na Jaane - हम तो थे अनजाने हम दोनों ये न जाने
We were strangers then, unknown to both,
When, oh lover, when did we love?
When, oh lover, when did we love?
We were strangers then, unknown to both,
When, oh lover, when did we love?
When, oh lover, when did we love?

Love knows no caste, no spoken word,
Love knows no caste, no spoken word.
From the first glance, our souls entwined,
without a word, my friend, we heard.
Without thought, without a second glance,
Oh lover, we met in the gaze.
Oh lover, we met in the gaze.
We were strangers then, unknown to both,
When, oh lover, when did we love?
When, oh lover, when did we love?
Speak now, yes, yes.
Yes, my friend, yes, I think, you understand.

Never dreamed in dreams, that we would meet this way,
Never dreamed in dreams, that we would meet this way.
Two branches of a flower, to bloom on one stem, they say.
Without thought, without a second glance,
Oh lover, when did we love?
Oh lover, when did we love?
We were strangers then, unknown to both,
When, oh lover, when did we love?
When, oh lover, when did we love?

Jungle Love (1990) - Movie Details
Film CastRocky, Kirti Singh, Reeta Bhaduri, Shiva, Mahesh Anand, Satish Shah, Goga Kapoor SingerAnuradha Paudwal, Sadhna Sargam, Falguni Singh, Manhar Udhas LyricistSameer Music ByAnand Milind DirectorV Menon ProducerRaaj Kumar Ludhianvi External LinksJungle Love at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement