Video of "Hamko Hua Hai Pyaar Bataao Ham Kya Kare" from YouTube
Hamko Hua Hai Pyaar Bataao Ham Kya Kare Video Thumbnail
Advertisement
Hamko Hua Hai Pyaar Bataao Ham Kya Kare - हमको हुआ है प्यार बताओ हम क्या करें
Lyrics of Hamko Hua Hai Pyaar Bataao Ham Kya Kare - हमको हुआ है प्यार बताओ हम क्या करें
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
are hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare

hamane tumhe dekha sanam dil divaana ho gaya
aankh ladi baat badhi chain kahi kho gaya

hamko mohabbat me mili itani bekaraariya
abb toh sahi jaaye na kahi thodi si bhi duriya
are naina huye hain chaar bataao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare

koyi yaha kuchh bhi kahe ham nahi maanenge
darde jigar kya hai sanam log nahi jaanenge

saara jahaan bhul gaye ham divaanepan me
hamne basaaya hai tumhe dilruba darpan me
lo hamane kiya ikaraar bataao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare
are hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
lyrics of song Hamko Hua Hai Pyaar Bataao Ham Kya Kare
Poetic Translation - Lyrics of Hamko Hua Hai Pyaar Bataao Ham Kya Kare - हमको हुआ है प्यार बताओ हम क्या करें
Love has taken root, tell me, what shall I do?
Oh, love has taken root, tell me, what shall I do?
Life's become a trial, tell me, what shall I do?

I saw you, my love, my heart went wild.
Eyes met, words soared, peace exiled.
I saw you, my love, my heart went wild.
Eyes met, words soared, peace exiled.
In love’s embrace, such restlessness I find,
Even a moment apart now leaves me behind.
Oh, my eyes have met four, tell me, what shall I do?
Love has taken root, tell me, what shall I do?
Life's become a trial, tell me, what shall I do?
Love has taken root, tell me, what shall I do?

Let them whisper their doubts, I shall not heed,
The pain of the heart, the world cannot read.

Lost to the world, in this madness I'm caught,
You, my beloved, in my heart's mirror wrought.
Behold, I confess, tell me, what shall I do?
Love has taken root, tell me, what shall I do?
Life's become a trial, tell me, what shall I do?
Love has taken root, tell me, what shall I do?
Life's become a trial, tell me, what shall I do?
Oh, love has taken root, tell me, what shall I do?

Sainik (1993) - Movie Details
Film CastAkshay Kumar, Ashwini Bhave, Ronit Roy, Naveen Nischol, Ranjeet, Anupam Kher, Farheen, Alok Nath, Laxmikant Berde, Satish Shah, Harish Patel, Guddi Maruti, Mac Mohan, Navneet Nishan, Viju Khote, Pankaj Berry, Sunil Dhawan, Ranjit Rai, Vikas Anand SingerAsha Bhosle, Kumar Sanu, Vinod Rathod, Alka Yagnik LyricistSameer Music ByNadeem Shravan DirectorSikander Bharti ProducerJimmy Narula External LinksSainik at IMDB      Sainik at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement