Video of "Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya" from YouTube
Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya Video Thumbnail
Advertisement
Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya - हाँ मैंने भी प्यार किया, प्यार से कब इंकार किया
Lyrics of Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya - हाँ मैंने भी प्यार किया, प्यार से कब इंकार किया
ha maine bhi pyar kiya, pyar se kab inkar kiya
bhigi bhigi rate mithi mithi bate
aur maine dil ko nisar kiya
ha maine bhi pyar kiya

ha maine bhi pyar kiya, pyar se kab inkar kiya
bhigi bhigi rate mithi mithi bate
aur maine dil ko nisar kiya
ha maine bhi pyar kiya

pyar kiya hai kaliyo ke mahkate ango se
pyar kiya maine gul ke gulabi galo se
pyar kiya nargis ki nashili aankho se
pyar kiya badli ki rangili julfo se
khuli chadni me maine bhi abhisar kiya
ha maine bhi pyar kiya

tham liya sine pe uchalti laharo ko
jhum utha baho me pakad tufano ko
chum liya bijali ke machalte hotho ko
lut liya maine ubharti baharo ko
raat ki dulha ka maine sindur kiya
ha maine bhi pyar kiya

lyrics type by : priya bhati
lyrics of song Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya
Poetic Translation - Lyrics of Han Maine Bhee Pyar Kiya, Pyar Se Kab Inkar Kiya - हाँ मैंने भी प्यार किया, प्यार से कब इंकार किया
Yes, I too have loved,
Denied love, never.
Drenched nights, sweet whispers,
And I offered my heart as a sacrifice.
Yes, I too have loved.
I too have loved,
Denied love, never,
Denied love, never.
Drenched nights, sweet whispers,
And I offered my heart as a sacrifice.
Yes, I too have loved.

Loved the fragrance of blossoming buds,
Loved those cheeks, lightly blushed.
Aah ha, Aah ha, Aah.
Loved the intoxicating eyes of the narcissus,
Loved the vibrant lamps of the clouds,
In the open moonlight,
In the open moonlight, I claimed my right.
Yes, I too have loved.

Embraced the leaping waves against my chest,
The storms danced, held within my arms.
Kissed the lips, playful like lightning,
Plundered the joyous, blossoming springs.
The night’s bride,
The night’s bride, I adorned.
Yes, I too have loved.

Boond Jo Ban Gaye Moti (1967) - Movie Details
Film CastMumtaz, Jeetendra, Akashdeep, Surendra, Vaishali, Lalita Pawar, Paresh Kumar, Nana Palsikar, Balam SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur, Mukesh LyricistBharat Vyas Music BySatish Bhatia DirectorV Shantaram External LinksBoond Jo Ban Gaye Moti at IMDB       Movie at YTBoond Jo Ban Gaye Moti at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement