Video of "Har Dam Tumhi Ko Pyar Kiye Ja Rahi Hu Mai" from YouTube
Advertisement
Har Dam Tumhi Ko Pyar Kiye Ja Rahi Hu Mai - हर दम तुम्ही को प्यार किए जा रही हूँ मैं
SingerTalat Mahmood, Asha Bhosle
Music byHusnlal Bhagatram
LyricistHasrat Jaipuri
MovieApsara (1961)
Lyrics of Har Dam Tumhi Ko Pyar Kiye Ja Rahi Hu Mai - हर दम तुम्ही को प्यार किए जा रही हूँ मैं
har dam tumhi ko pyar kiye ja rahi hu main
jeena nahi to bhul jiye ja rahi hu main
har dam tumhi ko pyar
har dam tumhi ko yaad kiye ja raha hu main
milne ki aarzu me jiye ja raha hu main
har dam tumhi ko yaad
tum mere dil ke paas ho chahe jaha raho
tum mere dil ke paas ho chahe jaha raho
saanso ki lay se naam liye ja rahi hu main
har dam tumhi ko pyar
tumhi ko dhundhti hain ye aansu bhari nazar
tumhi ko dhundhti hain ye aansu bhari nazar
ab har taraf nigaah kiye ja raha hu main
har dam tumhi ko yaad
dil mera bolta hain papihe ke rup me
dil mera bolta hain papihe ke rup me
kisi ki ye sazaye jiye ja rahi hu main

Poetic Translation - Lyrics of Har Dam Tumhi Ko Pyar Kiye Ja Rahi Hu Mai - हर दम तुम्ही को प्यार किए जा रही हूँ मैं
Forever I am loving only you,
If not to live, then I'm forgetting, it's true,
Forever I am loving.
Forever I am remembering only you,
In longing to meet, I'm passing through,
Forever I am remembering.
You are near my heart, wherever you reside,
You are near my heart, wherever you reside,
With the rhythm of breath, I'm calling your name,
Forever I am loving.
You alone are sought by these tear-filled eyes,
You alone are sought by these tear-filled eyes,
Now in every direction, I am looking,
Forever I am remembering.
My heart speaks in the guise of a dove,
My heart speaks in the guise of a dove,
For someone's punishment, I am living through,

Apsara (1961) - Movie Details
Film CastPradeep Kumar, Padmini, Daljeet, B M Vyas, Nirupa Roy, Maruti, Anwar, Naina
SingerSuman Kalyanpur, Asha Bhosle, Madhubala, Mohammed Rafi, Talat Mahmood
LyricistQamar Jalalabadi, Hasrat Jaipuri, Gopal Singh Nepali
Music ByHusanlal Bhagatram
DirectorV M Vyas
External LinksApsara at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films