|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Har Kisi Ko - हर किसी को har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana
ha sohrat ki kisi ko talash hai
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
har aankh me ek raaz hai
har dil me aas hai
mitthi nahi sadiyo se jo
kaisi ye pyas hai
har aankh me ek raaz hai
har dil me aas hai
mitthi nahi sadiyo se jo
kaisi ye pyas hai
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana
ha sohrat ki kisi ko talash hai
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
har ek pal anjaan hai hairan hai sabhi
agle kadam kis waqt kya karwat le zindagi
har ek pal anjaan hai hairan hai sabhi
agle kadam kis waqt kya karwat le zindagi
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana
ha sohrat ki kisi ko talash hai
har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
Jazbaat |
Film cast: | Karan Roy, Suchitra Krishnamurthy, Kiran Kumar, Reema Lagoo, Raj Kiran, Neena, Rohit Roy, Mohnish Bahl, Deepak Shirke, Vikram Gokhale, Anjan Srivastava | Singer: | Asha Bhosle, Sameer Date, Sapna Mukherjee | Lyricist: | Dalip Tahil, Suman Sarin, Dev Kohli, Ravinder Rawal | Music Director: | Ram Laxman | Film Director: | Anant Balani | Film Producer: | Anant Balani | External Links: | Jazbaat at IMDB Jazbaat at Wikipedia | Watch Full Movie: | Jazbaat at YouTube |
|
|
|
|
|