Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Paying Guest (1957)
Paying Guest (1957)
Mr. & Mrs. 55 (1955)
Mr. & Mrs. 55 (1955)
Howrah Bridge (1958)
Howrah Bridge (1958)
Madhumati (1958)
Madhumati (1958)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Pyar Ki Baazi
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.40 - 5 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.40
Total Vote(s) : 5
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Haseeno Ka Deedar Karna - हसीनों का दीदार करना

ha bade hasin hain sar ko jhukaye baithe hain
laga ke aag ye daman bachaye baithe hain
mera bas chale to hazaaro me kah du
hoye mera bas chale to hazaaro me kah du
hasino ka didar karna bura hain
hasino ka didar karna bura hain
agar husn chehre se parda hata de
to jalwao se inkaar karna bura hain
to jalwao se inkaar karna bura hain
mera bas chale to hazaaro me kah du
hasino ka didar karna bura hain
hasino ka didar karna bura hain

kya baya kijiye hasino ka
naaj walo ka mehjino ka
humne to inko dekha bhala hain
kaali julfe hain dil bhi kala hain
inke fande me jo bhi aata hain
haye bemaut mara jata hain
kahan tak koi apne dil ko sambhale
khuda inki chaalo se hume bacha le
are gazab hain
gazab hain naajo andaaz inka
ke yaha koi ikraar karna bura hain
yaha koi ikraar karna bura hain
agar husn chehre se parda hata de
to jalwao se inkaar karna bura hain
to jalwao se inkaar karna bura hain

inki shola byani ae tauba
inki jalti nishani ae tauba
yu to kahne ko bhole bhale hain
aastino me saap paale hain
inke fande me jo bhi aata hain
sar patkta hain tilmilata hain
uljhi uljhi siinki baate
kis kayamat ki inki ghaate hain
fansate hain baato me uljha ke humko
kabhi inse takrar karna bura hain
kabhi inse takrar karna bura hain
mera bas chale to hazaaro me kah du
hasino ka didar karna bura hain
hasino ka didar karna bura hain

pyari surat pe inki na jana
ye bana baiththe hain diwana
hain ye jalaad ye sitamgar hain
inke sine pe haye pathar hain
in buthon ke fareb me aana
sar ko hain pathron se takrana
kahan tak hum inka fasana sunaye
are kahan tak hum bhala chot pe chot khaye
khuda ki kasam in hasino ke aage
mohabbat ka ijhaar karna bura hain
mohabbat ka ijhaar karna bura hain
agar husn chehre se parda hata de
to jalwao se inkaar karna bura hain
to jalwao se inkaar karna bura hain

humpe mushkil sitam ye karte hain
is tarah se karam ye karte hain
baat hoti hain jab kayamat ki
ye humara hi naam lete hain
har tarike se humko daste hain
mithi baato se humko daste hain
hume apna daman bachana padega
ke parde pe parda girana padega
samjhate nahi hain wafadaariyon ko
yaha bhulkar pyar karna bura hain
yaha bhulkar pyar karna bura hain
mera bas chale to hazaaro me kah du
hasino ka didar karna bura hain
hasino ka didar karna bura hain

agar husn chehre se parda hata de
to jalwao se inkaar karna bura hain
to jalwao se inkaar karna bura hain


lyrics of song Haseeno Ka Deedar Karna



Film cast: Jagdeep, Vijaya Chaudhary, Anuradha, Paro, Anant Kumar
Singer: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Geeta Dutt, Kamal Barot, Usha Mangeshkar, Mahender Kapoor
Lyricist: Indiwar, Gauhar Kanpuri, Akhtar Rumani
Music Director: Jimmy
Film Director: J. S. Keshwani
Film Producer: H. B. Sayad
External Links: Pyar Ki Baazi at IMDB    
Watch Full Movie: Pyar Ki Baazi at YouTube    Pyar Ki Baazi at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Saawan Ko Aane Do (1979)
Saawan Ko Aane Do (1979)
Taqdeer (1967)
Taqdeer (1967)
House No. 44 (1955)
House No. 44 (1955)
Maya (1961)
Maya (1961)
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy