Video of "Hath Chute Bhi To Rishte Nahi Tora Karte" from YouTube
Hath Chute Bhi To Rishte Nahi Tora Karte Video Thumbnail
Advertisement
Hath Chute Bhi To Rishte Nahi Tora Karte - हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
Lyrics of Hath Chute Bhi To Rishte Nahi Tora Karte - हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
hath chhute bhi to rishte nahi chhoda karte
hath chhute bhi to rishte nahi chhoda karte
waqt ki shakh se lamhe nahi toda karte
hath chhute bhi to rishte nahi chhoda karte

jiski aawaz mein silwat ho nigaho mein shikan
jiski aawaz mein silwat ho nigaho mein shikan
aisi tasveer ke tukde nahi joda karte
aisi tasveer ke tukde nahi joda karte

shahad jeene ka mila karta hai toda toda
shahad jeene ka mila karta hai toda toda
jane walo ke liye dil nahi toda karte
jane walo ke liye dil nahi toda karte

lag ke saahil se jo behta hai use behne do
lag ke saahil se jo behta hai use behne do
aise dariya ka kabhi rukh nahi moda karte
aise dariya ka kabhi rukh nahi moda karte
waqt ki shakh se lamhe nahi toda karte
hath chhute bhi to rishte nahi chhoda karte
lyrics of song Hath Chute Bhi To Rishte Nahi Tora Karte
Poetic Translation - Lyrics of Hath Chute Bhi To Rishte Nahi Tora Karte - हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
Even if hands part, bonds remain,
Even if hands part, bonds remain.
Moments from Time's bough, we abstain,
Even if hands part, bonds remain.

In a voice etched with the folds of age,
In a gaze where wrinkles write their page,
Such a portrait, piece by piece, we don't engage,
Such a portrait, piece by piece, we don't engage.

Honey of living, drop by drop,
Honey of living, drop by drop,
For those who leave, hearts don't stop,
For those who leave, hearts don't stop.

Clinging to shores, let the river flow,
Clinging to shores, let the river flow,
Such a river's course, we don't bestow,
Such a river's course, we don't bestow.
Moments from Time's bough, we abstain,
Even if hands part, bonds remain.

Marasim (Jagjit Singh) (1999) - Movie Details
SingerJagjit Singh LyricistGulzar Music ByJagjit Singh External LinksMarasim (Jagjit Singh) at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement