Video of "Hawa Hawai" from YouTube
Advertisement
Hawa Hawai
SingerSuman Sridhar
Music byLaxmikant Pyarelal
LyricistJaved Akhtar
ActorKalki Koechlin, Kirti Kulhari, Shiv Pandit, Gulshan Devaiya
CategoryRemix Songs
MovieShaitan (2011)
Lyrics of Hawa Hawai
(aka chikee lakee chikee chikee lakee chu
aka chikee lakee chikee chikee lakee chikee chu) – 2
main khwaabon ki shehzaadi, main hoon har dil pe chhaayi
ho, main khwaabon ki shehzaadi, main hoon har dil pe chhaayi
baadal hai meri zulfein, bijli meri angdaai
bijli giraane main hoon aayi, ho bijli giraane main hoon aayi
kehte hain mujhko hawa hawaii
hawa hawaii
hawa hawaii
bijli giraane main hoon aayi, ho bijli giraane main hoon aayi
kehte hain mujhko hawa hawaii
hawa hawaii
hawa hawaii
samjhe kya ho naadaanon, mujhko bholi na jaano
main hoon saanpon ki rani, kaanta maange na paani
saagar se moti chheenoon, deepak se jyoti chheenoon
patthar se aag laga loon, seene se raat chura loon
haan, chura loon, chura loon, haan chura loon
jinon jo tumne baat chhupaayi, o jaano jo tumne baat chhupaayi
kehte hain mujhko hawa hawaii
hawa hawaii
hawa hawaii
bijli giraane main hoon aayi
kehte hain mujhko hawa hawaii
laayi rangeen afsaane, tu bhi sun le deewaane
aa dil mein halchal kar doon, aa tujhko paagal kar doon
meri aankhon mein jaadu, meri saanson mein khushboo
jab mera yeh tan lachke, jaaye na koi bachke
koi bachke, bachke bachke, haan haan ji bachke
soorat hi maine aisi paayi, ho surat hi maine aisi paayi

Shaitan (2011) - Movie Details
Film CastRajeev Khandelwal, Kalki Koechlin, Shiv Pandit, Raj Kumar Yadav, Gulshan Devaiya, Kirti Kulhari, Rajat Barmecha, Neil Bhoopalam, Pawan Malhotra, Nikhil Chinnappa, Rukhsar, Rajit Kapoor, Sheetal Menon, Shivani Tanksale, Imran Rasheed
SingerFarhad Bhiwandiwala, K.S. Krishnan, Preeti Pillai, Hitesh Modak, Kalloist, Prashant Pillai, Bindu Nambiar, Colin Terence, Abhishek (1), Shradha (1), Suraj Jagan, Kirti Sagathia, Chandan Shive, Ranjit Barot, Suzanne D'Mello, Suman Sridhar
LyricistK.S. Krishnan, Sanjeev Sharma, Colin Terence, Abhishek (1), Shradha (1), Javed Akhtar
Music ByPrashant Pillai, Amar Mohile, Ranjit Barot, Anupam Roy, Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
DirectorBejoy Nambiar
ProducerAnurag Kashyap, Sunil Bohra, Guneet Monga
External LinksShaitan at IMDB Shaitan at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films