Video of "Hawaye Geet Gaaye Fizaye Jagmagaye (Happy)" from YouTube
Hawaye Geet Gaaye Fizaye Jagmagaye (Happy) Video Thumbnail
Advertisement
Hawaye Geet Gaaye Fizaye Jagmagaye (Happy) - हवाये गीत गाये फिजाये जगमगाये
Lyrics of Hawaye Geet Gaaye Fizaye Jagmagaye (Happy) - हवाये गीत गाये फिजाये जगमगाये
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
phul khile pyar ke yaar huye yaar ke
aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
aaye hai din bahar ke
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
phul khile pyar ke yaar huye yaar ke
aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke

mehanat se raushan jamin hai chahat se duniya hasin hai
mehanat se raushan jamin hai chahat se duniya hasin hai
haath mein haath hai sabka saath hai
haath mein haath hai sabka saath hai
moti hai ham ek haar ke aaye hai din bahar ke
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
phul khile pyar ke yaar huye yaar ke
aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
ho aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
aaye hai din bahar ke

chehare se ghunghat utha de soi hu main tu jaga de
chehare se ghunghat utha de soi hu main tu jaga de
jo kahe maan lu bole to jaan du
jo kahe maan lu bole to jaan du
dekhe to koi pukar ke aaye hai din bahar ke
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
phul khile pyar ke yaar huye yaar ke
aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
ho aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
aaye hai din bahar ke

miljul ke jivan bitaao dil mein mohabbat basao
miljul ke jivan bitaao dil mein mohabbat basao
ye hi bhagwan hai ye hi rahmaan hai
ye hi bhagwan hai ye hi rahmaan hai
ham to pujari hai pyar ke aye hai din bahar ke
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
hawaye geet gaaye fizaye jagmagaye
phul khile pyar ke yaar huye yaar ke
aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
ho aaye hai fir din bahar ke aaye hai din bahar ke
aaye hai din bahar ke
lyrics of song Hawaye Geet Gaaye Fizaye Jagmagaye (Happy)
Main Qatil Hoon (1984) - Movie Details
Film CastAmjad Khan, Rakesh Roshan, Yogeeta Bali, Vijayendra Ghatge, Sarika, Deven Verma, Shakti Kapoor SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Amit Kumar, A Hariharan LyricistNida Fazli Music ByBasudev DirectorS. M. Sagar External LinksMain Qatil Hoon at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement