Video of "Hum Apni Wafa Yaad Dila Bhi Nahin Sakte" from YouTube
Advertisement
Hum Apni Wafa Yaad Dila Bhi Nahin Sakte - हम अपनी वफ़ा याद दिला भी नहीं सकते
SingerLata Mangeshkar
Music byBappi Lahiri
LyricistIndeevar
ActorRajesh Khanna, Meenakshi Seshadri, Padmini Kolhapure
CategorySad Songs
MovieBewafai (1985)
Lyrics of Hum Apni Wafa Yaad Dila Bhi Nahin Sakte - हम अपनी वफ़ा याद दिला भी नहीं सकते
hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
bahta hua har ashq ye kahta hai na jao
bahta hua har ashq ye kahta hai na jao
khamosh nigaho ki kasam laut bhi aao
hum apni juba se to bula bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
dil jalta hai chup chap na shola na dhua hai
dil jalta hai chup chap na shola na dhua hai
hai dard magar kisko bataye ki kaha hai
ye jakham mohabbat hai dikha bhi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
bahta hua har ashq ye kahta hai na jao
bahta hua har ashq ye kahta hai na jao
khamosh nigaho ki kasam laut bhi aao
hum apni juba se to bula bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
dil jalta hai chup chap na shola na dhua hai
dil jalta hai chup chap na shola na dhua hai
hai dard magar kisko bataye ki kaha hai
ye jakham mohabbat hai dikha bhi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
hum apni wafa yad dila bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
us bhulne wale ko bhula bhi nahi sakte
Poetic Translation - Lyrics of Hum Apni Wafa Yaad Dila Bhi Nahin Sakte - हम अपनी वफ़ा याद दिला भी नहीं सकते
We cannot remind of our devotion,
Nor can we forget the one who forgets.
We cannot remind of our devotion,
Nor can we forget the one who forgets.
Each tear that flows, whispers, "Don't go,"
Each tear that flows, whispers, "Don't go,"
By the silence of these eyes, come back, return!
From our lips, we cannot call you back,
Nor can we forget the one who forgets.
The heart burns silently, no flame, no smoke,
The heart burns silently, no flame, no smoke,
Aching with pain, yet where it hurts, we can't tell.
This wound is love, it cannot be shown,
Nor can we forget the one who forgets.
We cannot remind of our devotion,
Nor can we forget the one who forgets.
Nor can we forget the one who forgets.
Nor can we forget the one who forgets.
We cannot remind of our devotion,
Nor can we forget the one who forgets.
Each tear that flows, whispers, "Don't go,"
Each tear that flows, whispers, "Don't go,"
By the silence of these eyes, come back, return!
From our lips, we cannot call you back,
Nor can we forget the one who forgets.
The heart burns silently, no flame, no smoke,
The heart burns silently, no flame, no smoke,
Aching with pain, yet where it hurts, we can't tell.
This wound is love, it cannot be shown,
Nor can we forget the one who forgets.
We cannot remind of our devotion,
Nor can we forget the one who forgets.
Nor can we forget the one who forgets.
Bewafai (1985) - Movie Details
Film CastRajesh Khanna, Tina Munim, Rajinikanth, Pran, Padmini Kolhapure, Meenakshi Seshadri, A K Hangal, Vijay Arora, Urmila Bhatt, Guddi Maruti, Gurubachan Singh, Piloo Wadia
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
LyricistHasan Kamaal, Indeevar
Music ByBappi Lahiri
DirectorK Thyagarajan
ProducerC. Dhandayuthapani
External LinksBewafai at IMDB Bewafai at Wikipedia
Movie at YTBewafai at YT Bewafai at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

