Video of "Hum Aur Tum Ab Nahi Paraye" from YouTube
Hum Aur Tum Ab Nahi Paraye Video Thumbnail
Advertisement
Hum Aur Tum Ab Nahi Paraye - हम और तुम अब नहीं पराए
Lyrics of Hum Aur Tum Ab Nahi Paraye - हम और तुम अब नहीं पराए
hum aur tum ab nahi paraaye
hum aur tum ek duje ke saaye
hum aur tum manjilon pe aaye
hum aur tum
tum aur hum paas aa rahe hain
tum aur hum khoye ja rahe hain
tum aur hum gunguna rahe hai
tum aur hum
hum aur tum ab nahi paraaye

ga rahi hai hawa, ga rahe hai raaste
ga rahi hai fiza tere mere waaste
yeh kya huwa hai mujhko
piya ke hosh huye hai gum
hum aur tum sunake yeh taraane
hum aur tum ho gaye deewaane
hum aur tum ban gaye fasaane
hum aur tum
tum aur hum paas aa rahe hain
tum aur hum khoy ja rahe hain
tum aur hum gunguna rahe hai
tum aur hum hmm
hum aur tum ab nahi paraaye

mil gayi jab najar main toh jaise kho gayi
chhu liya tumane toh main haseen ho gayi
raat dhale jo faasane hai aur bhi honge kam
tum aur hum aur yeh jawaani
tum aur hum aur rut suhaani
tum aur hum pyaar ki kahaani
tum aur hum
hum aur tum ab nahi paraaye
hum aur tum ek duje ke saaye
hum aur tum manjilon pe aaye
hum aur tum
tum aur hum paas aa rahe hain
tum aur hum khoye ja rahe hain
tum aur hum gunguna rahe hai
tum aur hum
lyrics of song Hum Aur Tum Ab Nahi Paraye
Poetic Translation - Lyrics of Hum Aur Tum Ab Nahi Paraye - हम और तुम अब नहीं पराए
We, no longer strangers, now entwined,
We, shadows dancing, of the same kind.
We, reaching summits, our destinies aligned,
We, forever joined.

We are drawing closer, heart to heart,
We are lost within, a work of art.
We are humming softly, a brand new start,
We, a work of art.

We, no longer strangers, now embraced.

The wind now sings, the paths now chime,
The air serenades, for you and mine.
What has befallen, in this sacred space?
My senses blurred, lost in your grace.
We, hearing this song, our spirits soar,
We, consumed by love, forevermore.
We, weaving legends, evermore,
We, forevermore.

We are drawing closer, heart to heart,
We are lost within, a work of art.
We are humming softly, a brand new start,
We, a work of art.

We, no longer strangers, now embraced.

When eyes first met, my world undone,
Your touch, a laughter, softly spun.
As night descends, our tales begun,
More stories to come.
You and I, and youth's sweet bloom,
You and I, in love's soft room.
You and I, in love's sweet tomb,
You and I.

We, no longer strangers, now entwined,
We, shadows dancing, of the same kind.
We, reaching summits, our destinies aligned,
We, forever joined.
You and I, drawing closer, heart to heart,
You and I, lost within, a work of art.
You and I, humming softly, a brand new start,
You and I.

Jamai Raja (1990) - Movie Details
Film CastAnil Kapoor, Madhuri Dixit, Hema Malini, Satish Kaushik, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Alok Nath, Shashi Puri, Vikas Anand, Anand Balraj, Divya, Jagdeep, Anu Kapoor, Disco Shanti, Seema Deo SingerAmit Kumar, Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, S P Balasubramaniam, S Janaki LyricistJaved Akhtar Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorA Kodandiramy Reddy ProducerT Trivikarma Rao External LinksJamai Raja at IMDB      Jamai Raja at Wikipedia Movie at YTJamai Raja at YT    Jamai Raja at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement