Video of "Hum Chale Watan Ki Aur" from YouTube
Hum Chale Watan Ki Aur Video Thumbnail
Advertisement
Hum Chale Watan Ki Aur - हम चले वतन की ओर हम चले वतन की ओर
Lyrics of Hum Chale Watan Ki Aur - हम चले वतन की ओर हम चले वतन की ओर
ham chale watan ki aur ham chale watan ki aur
kich raha haikich raha hai koi hamko
taal prem ki dhor ham chale watan ki aur
ham chale watan ki aur

phulo khile hai naye naye aur nayi kople aayi
mast hawa ye chali dhaliya jhum jhum leharayi
nach raha hai nach taal taal par
mastana mor ham chale watan ki aur
ham chale watan ki aur

aaj khushi ki bhor hogi hasega aaj kisi ke naina
ras tapkayenge kano me khushi ke manohar mithe baina
aaj khushi ke din suhag ka aaj khushi ke din suhag ka
rahega na koi chor ham chale watan ki aur
chale watan ki chale watan ki aur
ham chale watan ki aur
lyrics of song Hum Chale Watan Ki Aur
Poetic Translation - Lyrics of Hum Chale Watan Ki Aur - हम चले वतन की ओर हम चले वतन की ओर
We journey home, we journey home,
Drawn by a presence, a pull unseen,
Cast with love's silken, binding dome,
We journey home, we journey home.

New blossoms burst, a fresh green birth,
As breezes dance, the branches sway,
A rhythm swells across the earth,
The joyous peacock starts to play,
We journey home, we journey home.

Today, another's joy will gleam,
And laughter spill from tear-filled eyes,
Sweet words will flow, a whispered dream,
A promise held beneath the skies.
Today, a love will find its shore,
No boundaries left to explore,
We journey home, we journey home.
We journey home, we journey home.

Kashinath (1943) - Movie Details
SingerRadharani, Asit Baran LyricistPandit Bhushan Music ByPankaj Mullick External LinksKashinath at IMDB       Movie at YTKashinath at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement