Video of "Hum Na Hum Rahe Tum Na Tum Raho" from YouTube
Advertisement
Hum Na Hum Rahe Tum Na Tum Raho - हम ना हम रहें तुम ना तुम रहो
SingerAsha Bhosle
Music byBappi Lahiri
LyricistAnjaan
CategoryRomantic Songs
MovieMuqaddar Ka Faisla (1987)
Lyrics of Hum Na Hum Rahe Tum Na Tum Raho - हम ना हम रहें तुम ना तुम रहो
hum na hum rahe tum na tum raho
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
hum sada ke liye dub jaye
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
hum sada ke liye dub jaye
hum na hum rahe tum na tum raho
dekhte hi tumhe meri aankho me kyu
ye diye jhilmilane lage
tej kyu ho gayi dil ki ye dhadkane
kyu kadam dagmgane lage
tum mile to hume jane kya ho gaya
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
hum sada ke liye dub jaye
hum na hum rahe tum na tum raho
char din ko mili umar ye pyar ki
pyar me dub jaye na kyu
pyas jo hai udhar pyas vo hai idhar
pyas dil ki bhujaye na kyu
pyar to pyar hai pyar pe zor kya
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
hum sada ke liye dub jaye
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
hum sada ke liye dub jaye
hum na hum rahe tum na tum raho
dekhte hi tumhe meri aankho me kyu
ye diye jhilmilane lage
tej kyu ho gayi dil ki ye dhadkane
kyu kadam dagmgane lage
tum mile to hume jane kya ho gaya
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
hum sada ke liye dub jaye
hum na hum rahe tum na tum raho
char din ko mili umar ye pyar ki
pyar me dub jaye na kyu
pyas jo hai udhar pyas vo hai idhar
pyas dil ki bhujaye na kyu
pyar to pyar hai pyar pe zor kya
hum na hum rahe tum na tum raho
ek dusre ke hoke ek dusre me kho ke
Poetic Translation - Lyrics of Hum Na Hum Rahe Tum Na Tum Raho - हम ना हम रहें तुम ना तुम रहो
We cease to be, you cease to be,
We cease to be, you cease to be.
Becoming one, lost in each other's keep,
We'll forever drown in the deep.
We cease to be, you cease to be.
With a glance, why do flames ignite
Within my eyes, a shimmering dance?
Why does my heart its rhythm quicken,
Why do my steps lose their stance?
When you arrive, what becomes of me,
We cease to be, you cease to be.
Becoming one, lost in each other's keep,
We'll forever drown in the deep.
We cease to be, you cease to be.
Four days we're given, this love's short grace,
Why not drown within its embrace?
Thirst is here, and thirst is there,
Why not quench the heart's despair?
Love is love, what command can we make?
We cease to be, you cease to be.
Becoming one, lost in each other's keep,
We cease to be, you cease to be.
Becoming one, lost in each other's keep,
We'll forever drown in the deep.
We cease to be, you cease to be.
With a glance, why do flames ignite
Within my eyes, a shimmering dance?
Why does my heart its rhythm quicken,
Why do my steps lose their stance?
When you arrive, what becomes of me,
We cease to be, you cease to be.
Becoming one, lost in each other's keep,
We'll forever drown in the deep.
We cease to be, you cease to be.
Four days we're given, this love's short grace,
Why not drown within its embrace?
Thirst is here, and thirst is there,
Why not quench the heart's despair?
Love is love, what command can we make?
We cease to be, you cease to be.
Becoming one, lost in each other's keep,
Muqaddar Ka Faisla (1987) - Movie Details
Film CastRaaj Kumar, Meenakshi Seshadri, Raj Babbar, Tina Munim, Ranjeet, Pran, Kajal, Rakhee, Akbar Khan, Vijayendra Ghatge, Bindu, Satyen Kappu, Ram Sethi, Om Prakash, Nandita Thakur, Bharat Bhushan, Birbal, Rajan Haksar, Dinesh Hingoo, Jaya Prada, Sudhir
SingerKishore Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Aziz
LyricistAnjaan
Music ByBappi Lahiri
DirectorPrakash Mehra
ProducerYash Chopra, Yash Johar
External LinksMuqaddar Ka Faisla at IMDB Muqaddar Ka Faisla at Wikipedia
Movie at YTMuqaddar Ka Faisla at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

